Dost ka pyar kisi dua se kam nahi hota,
Wo chahe door bhi ho gum nahi hota,
Pyar mein aksar dosti kum ho jaati hai,
Par dosti mein pyar kabhi kam nahi hota.
Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya
chand ne aasmanse chandaniko bheja hai.
gulshan ne gulfam se ek gul bheja hai.
shukriya ada krte hai hum us khuda ka jisne hme aap jaisa dost bheja hai.
Kay Teray Janam Din par
Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada teray labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman HameeshaBhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
I must have been born under a lucky star,
to find a friend as nice as you are,
and I will follow the rainbow until the end,
if you promis forever to be my friend!
Muskurana hi Khushi nahi hoti,
Umar bitana hi Zindagi nahi hoti,
Khud se bhi zyada khayal rakhna padta hai dosto ka,
Kyoki Dost kehna hi Dosti nahi hoti.
Ek phool aksar bagh saja deta hai
Ek hi sitara sansaar chamka deta hai
Jahan duniya bhar ke rishtey bhi kaam nahi aate
Wahin ek pyara sa dost zindagi bana deta hai.
Rishte har kadam pr imtihan liya hai tanhai ne har mod par dhoka diya hai zindagi se phir bhi shikayt nahi kyuki kismat ne aap jisa dost tophe me diya hai..
DOST ka matlab: 1 pyara sa
DIL, jo kavi nafrat nahi
karta...... 1 SMILE , jo kavi
fiki nahi padta..... 1 EHSAS ,
Jo kavi dukh nahi deta.....
aur 1 RISTA, jo kavi khatam
nahi hota....
Hum Phool Hain Gulab Sahi,
Daaman Kaanto Ne Thama Hai,
Apno Ne Hamein Thukraya Hai,
Haath Gairo Ne Thama Hai,
Roti Hai Aaj Hum Par Tanhai Humari,
Woh Bhi Na Paaye Shayad Parchhayi Humaari,
Tumhaari Dosti Ko Dekhkar Sabhi Rask Karta Hain,
Jo Bas Chalta To Duniya Chin Leti Zindagi Teri…
मनुष्य को उसकी जिन्दगी में अनेक फैसले लेने पड़ते हैं।
फैसला लेने से पहले उसमें थोड़ा मिठास होता है
थोड़ी कडवापन होता है। लेकिन फैसला लेने के पश्चात् वह
शून्य हो जाता है। इसलिए हर फैसला सोच-समझकर
लेना चाहिए।
~^~ Suna Dosti Ke Panno Se Bhari
Kitab Ho Tum,
Rishton Ke Phoolo Main " Gulab" Ho Tum,
Kuch Log Kehte Hain Ke Dost
Sachhe Nahi Hote,
Un Logo Ke Savalo Ka Jawab Ho Tum!~...~
Sachi hai meri dosti azmake dekhlo,
kar k yakin mujhpe mere pass aake dekh lo,
badalta nahi kabhi sona apna rang,
jitni bar dil kare aag laga kar dekhlo.
Bachpan Me Jab Dosto Ko Bye Kahte The To Wo Sochte The,
"KaL Fir Milenge."
Aur Ab Jab Dosto Ko
Bye Kahte Hai To Wo Sochte Hai Ki.
"Na Jane Kab Milenge."
Dear God,
Jo Ye SMS Padh Raha Hai,
Wo Mera Sweet Sa Friend Hai,
Usko Dunia Ki Har Khushi Dena,
Bcz
Dukhi Hoga To Meri Hi Jaan Khayega
Aapka Kya Jayega.?
Meri DOSTI 24Ghanto Wala ATM Nhi,
45raat Wali ALLOUT Nhi.
Life time wala Sim crd BHI nhi,
Meri DOSTI To "LIC" H,
JINDGI K Sath bhi.
JINDGI K bad bhi...
Q dur ho kar bhi , koi paas hota hain , dil ko is baat ka ehsaas hota hain , hum apna msg ussi ko bhejte hain , Jo sabse pyara aur sabse khas hota hai....,.