Yamraj asks 3 ladies-Kbhi kiss kiya hai
1st lady-Shadi s pehle.
Yamraj-Nark m jao.
2nd-Shadi k bad.
Yamraj-Swarg mein jao.
3rd-Kabhi nahi.
Yamraj-Kone me aao
Aj Khoya Hua Ek Dost Bohat Yaad Hai
Acha Guzra Hua Waqt Bohat Yad Aya
Meri Aankh K Her Ansu Pe Rone Wala
Aj Jab Aankh Yeh Roi To Bohat Yaad Aya
Jo Mere Dard Ko Seene Mein Chupa Lera Tha
Aj Jab Dard Hua Mujhe To Bohat Yaad Aya
Jo Meri Aankh Mein Kajal Ki Tarah Rehta Tha
Aj Kajal Jo Lagaya To Bohat Yaad Aya
Jo Mere Dil Tha Qareeb Faqat Usko Hi
Aj Jab Dil Ne Bulaya To Bohat Yaad Aya
Dosti Is Something
That No One Can Hate
Dosti Is A Passion
We Can Never Rate
Dosti Can Happen
Anytime Early Or Late
Dosti Is Only Medicine
Without Expiry Date
प्यार की मस्ती किसी दुकान में नहीं बिकती,
अच्छे दोस्तों की दोस्ती हर वक़्त नहीं मिलती,
रखना सदा दोस्तों को दिल में सजाकर,
क्योंकि यारों की यारी कभी गैरों से नहीं मिलती।
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day
Aaj Bhi Soona Pada Hai Har Ek Manjar;
Tere Jaane Se Sab Kuch Veeraan Lagta Hai;
Uss Raaste Pe Aaj Bhi Hum Teri Raah Dekhte Hain;
Jahan Se Tera Laut Aana Aasaan Lagta Hai!
VIKANT
Dosti to azmaish hoti hai,
DIlo ko milane ki ek khawaish hoti hai,
Yaad nahi karte hum aapko,
Qki Yaad unhe karte hai jinhe bhulane ki Gunjaish hoti hai....
Viswas ki ek Dori he Dosti,
Viswas k Bina Kori he Dosti,
Kabhi Thanks to Kabhi Sorry he Dosti,
Na Mano to kuch Bhi Nahi,
Mano To Rab ki bhi Kamzori He Dosti.
Is dil ki hai ek condition,
jisme nahi kisiko permition,
sirf aap jaisa dosto ko hai admition,
vo bhi bina donetion ,
just maintain good relation.
NIT..
Mehek dosti ki kisi ishq se kam nahi
hoti,
Yeh duniya ishq pe khatam nahi hoti,
Agar sath ho zindgi mein sache doston
ka
Toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahi hoti!
Aapki dosti ko palko pe sajayege,
aapki har khushi ko zindgi ka hissa banayege,
Aapko aaye na aaye hamara khyal,
Par aapki dosti ko hm DiLse Nibhayenge