• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Life is 5 star. Mother is top star. Father is king star. Teacher is altimate star. lover is feeling star. But a friendship is real star
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dost hi dosti karz ada karega Dost hi har dost pe marega Aye khuda mere dost ko salamat rakhna q ki dost hi Mere jeene ka wajah karega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti......... Na kabhi imtihan leti hai, Na kabhi imtihan deti hai, Dosti....... to wo hai jo, barish me bhigte chehre pe bhi, Aansuo ko pehchan leti hai......
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ये मेरे ऊन दोस्तो के लिये जीन को कहि दिनो से मिल नहीं पाया हु... अर्ज किया हे... मैं भूला नहीं हूँ किसी को ... मेरे बहुत कम दोस्त है ज़माने में ... बस थोड़ी जिंदगी उलझी पड़ी है ... दो वक़्त की रोटी कमाने मे
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Mohbat Ki Haqiqat Judai Hoti Hai, Pyar Me Sada Bewafai Hoti Hai, Hum Par Aitbar Rakhna, Kyuki Dosti Ke Rishte Me Hi Sachai Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • If u are a chocolate you are the SWEETEST, If u are a teddy bear you are the most HUGGABLE, If u are a star you are the BRIGHTEST, and since you are my friend…U R THE BEST !!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • "Dost" ka matlab ? D= door rehker bhi jo paas ho. O= ourose zeyada khas ho. S= sabse pyara jiska ehsas ho. T= takdir ko jiski talash ho..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti ki rah me bevafai nhi hoti.. Dosti se badhke koi khudai nhi hoti.. Mehsus hoti hai kami doston ki.. Lekin yadon ke siva koi davai nhi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Muskaan aapki yaadon se milti hai,Dil ko rahat aapki batoon se milti hai,Band mat karna ye dosti ka silsila,Dil ki dhadkan aapki dosti se chalti hai... .
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Jiske Paas Kuch Nhi Hai Us Pr Duniya Hasti Hai, Jiske Pass Sb Kuch Hai Us Se Duniya Jalti Hai, Hamare Paas Ap Jaise Dost Hai Jinhe Pane Ke Liye Duniya Tarasti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti Karna Aur Nibhana Tumse Sikha, Is Duniyan Kitne Bore Log Hain Mene Dekha, Aye Merra Dost Sath Dene Ke Liye Shukriya, Jab Is Duniya Sub Ne Mera Sath Chordiya..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti ki phul har mosam me khile hai. Dosti ki badal har mosam me barasat hai. Hum sms veje or na veje par yad apko roj karte hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Palke To Anko Ki Hifazat Hoti Hai, Dhadkan To Dil Ki Amant Hoti Hai, Ye Dosti Ka Rista B Bada Pyara Hota Hai, Kabhi Chahat To Kabhi Sikayat Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kab Maine Kaha Sona Chandi Chahiye, Bas Aapke DiL Me Ek Chota Sa Kona Chahiye, Keh Sake Jise Hum DiL Se Apna, Aisa Bhi To Koi Dost Hona Chaiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • 1Din Dosti Pr 1Kitab Likhenge, Dosto K Sath Gujri Hr Baat Likhenge, Jab Batana Ho K Dost Kaise Hote He, Tumhe Soch Kar Har Baat Likhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Teri dosti hum is tarah nibhayenge, Tum roz khafa hona hum roz manayenge, Par man jana manane se, Warna yeh bhigi palkein le ke hum kaha jayenge…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kaha Se Aati Hai Ye Hichkiyan, Kaun Is Kadar Fariyad Karta Hai Khuda Use Salamat Rakhe, Jo Din-Raat Hame Yaad Karta Hai Aap Ko Har Safar Ka Kinara Milega Chamakta Hua Har Shitara Milega Aayegi Chehre Par Pyari Muskan Sms Jab Hamara Milega Aap Hame Rula Do Hame Koi Gam Nahi Aaap Hame Bhula Do Hame Koi Gam Nahi Jis Din Hamne Aap Ko Bhula Diya Samajh Lena Is Duniya Me Ham Nahi Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum Pass Apke Duniya Ka Har Sitara Ho Door Aapse Gam Ka Har Kinara Ho Jab Bhi Apki Palke Khule Saamne Wahi Ho Jo Duniya Me Sabse Pyara Ho
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • wqt ne mere dost ko door kar diya chote se zakham pe nasoor kar diya kon chahta h apno se door rahna lakin wqt ne sab ko majboor kar diya. NAKLBS
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Itna khusnasib to hum na the,Hamari taqdir me sitam kamna the, Fir kyun hum khuda ko itna bha gaye, Ke ban kar dost aap hamari zindagi me aa gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Gam Ke Sagr Me Dub Na Jana, Manjil Na Mile To Tut Na Jana, Jindgi Me Agar Dost Ki Kami Mahsush Ho To, Ham Jinda Hai Bhul Na Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS