• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Hmare Doston Ke Dil Me Mohabbat Itni H Hmare Liye Ki, Wo Msg Bhi Krte He To Doctor Ki Tarah.! 1msg Subah.! 1msg Sham.! Baki Sara Din Aaram.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal ki tarah rehta tha aj kajal jo lagaya to bohat yaad aya jo mere dil tha qareeb faqat usko hi aj jab dil ne bulaya to bohat yaad aya
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Koshish Karo Ki Zindagi Ka Har Lamha Apni Taraf Se Har Kisi Ke Sath Acche Se Guzre Qki Zindagi Nahi Rehti Per Acchi Yad Hmesha Zinda Rahti Hai.!!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • शायद फिर वो तक़दीर मिल जाये ….. जीवन के वो हसीं पल मिल जाएँ… चल फिर से बैठें वो क्लास कि लास्ट बैंच पे…. शायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • “Chraghon” Se Agr Door ho Jatey Andhere To “Chand” ki Chahat kisi ko Na Hoti Kaat Sakta Agr Koi Akeley Ye ZINDAGI To DOST ki koi zarorat Na hoti
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ???ैसे ???ानी ???े ???िना ???ी ???हीं ???कते ???ैसे ???ी ???्‍कुटर ???े ???िना ???हीं ???ा ???हीं ???कते। ???ाल ???े ???ो ???या ???ै ???ारो ???ैसे ???्रिकेट ???ें ???ाकर ???े ???िना ???िकेट ???े ???हीं ???कते ???ैसे ???ी ???ाईफ ???ें ???ोस्‍तों ???े ???िना ???ी ???हीं ???क Happy Frendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Day SMS
  • For my Buddies: Wen I Die & U Happen 2Come 2My Funeral Try ur Best To Come Wid An Empty Stomach & Eat a Lot Coz dat Wil b My Last Treat 4u!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aaj Bhi Bahut Sawal Hain Iss Dil Mein; Pyaar Ka Gham Bejuban Hai Iss Dil Mein; Kuch Keh Nahi Paata Yeh Dil Magar; Uss Dil Ke Liye Aaj Bhi Pyaar Hai Iss Dil Mein! (VIKant)
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindgi Ki Kashti Kab Lage Kinare, Kab ise Milegi Manchahi Bahare, Jeena To Padega Hi Kaise Bhi Pyare, Kabhi Dosto Ki Bheed Me To, Kabhi Tanhai Ke Sahare.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ”Dosti” bina zindagi veeran hoti hai, Akele har raah sunsaan hoti hai, Sache Dost ka hona zaroori hai, kiyun k ”DOSTI” se har mushkil aasaan hoti hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Intezar to ab bhi tumhara kiya karte hain, Tumhare ane ki aas kiya karte hain, Hamari dosti hichkiyon ki mouhtaj nahi dost, Tumhe sanso ke saath yaad kiya karte hain… By:Rahul
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • .... Sweet Poem ..ONE+ONE=2 ....I Love You....! ..TWO+TWO=4 ....Love Me More....! ..THREE+THREE=6 ....Love is fix....! ..FOUR+FOUR=8 ....Love is Great....! ...FIVE+FIVE=10 .....I MISS YOU FRIEND.......
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Khushiyon par fizaoun ka pehra hai. Najane kis umeed per dil tehra hai. Teri aankhon se jhalakte dard ki qasam, Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Chand ke pass Sitare bahut he, Par Sitaro ke pass Chand ek hi he, Hamare jaise Dost aapke pass bahut he, Lekin aapke jaisa Dost hamare pass ek hi he
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kuchh Saalon Baad Naa Jane Kya Samaa Hoga, Najaane Kon Dost Kahaa Hoga, Fir Milna Hua To Milenge Yaadon Mein, Jaise Sukhe Gulab Milte Hain Kitabon Mein…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Gull Voh Jo Gulshan Ko Apni Khushboo Se Mahakaa De, Sitaara Voh Jo Apni Roshni Se Aasmaan Ko Chamka De, Rishte Voh Jo Zindagi Jeene Ka Pyaara Sa Ahsaas Jagaa De, Aur Saccha Dost Voh Jo Hamaari Zindagi Ko Khushiyo Se Sajaa De…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindgi 1 Railway Station H, Pyaar 1 Train H Jo Aati Hai Aur Chali Jati He Par Dosti Enquiry Counter Hai Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?” Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kahate hai phoolo ki koi juban nahi hoti lafjo me khusbu bayan nhi hoti ye takadeer hamari ki tumahari dosti mili kismat hr kisi pr meharban nahi hoti
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS