• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Zindgi 1 Railway Station H, Pyaar 1 Train H Jo Aati Hai Aur Chali Jati He Par Dosti Enquiry Counter Hai Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?” Style machine
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindgi itni jiyo jiski koi hadd na ho, Bharosa itna karo k koi shaq na ho, Intzar aisa karo k koi wqt na ho, Aur dosti aise karo k , na mile to bhi nafrat na ho….
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Palbhar mein tut jaye who kassam nahi, Dosti mein bhool jaye woh hum nahi, Tum bewafa bano is baat mein dum nahi, Kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • FACT OF LIFE : "Niyyat kitani bhi achi ho duniya aapko aap ke dikhaway se janti hai,aur dikhawa kitana bhi acha ho khuda aapko aapki niyyat se jaanta hai...." NEET
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ek phool bagh saja deta hai, Ek sitara sansaar chamka deta hai, Jaha duniya ke rishtey kaam nahi aate, Wahin ek dost zindagi bana jate hai. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ishq Mohbat to hazaro karte he Gum aur judai se sabhi darte he hum to na Ishq karte he na mohbat bus DOST ki ek SMILE k liye SMS likhta hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • aya tha apne sahar se is sahar ek ashiyana banane dost mile sapne mile fir kyu chhin liya sare thikane hum dono ka naam bhi shuru kiya shrm se aaj hu akela is intzar me sayad mil jae fir wo ashiyane. by Ram
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • F: FIELD of LOVE!.. R: ROOT ofJOy!.. I: ISLAND of GOD!.. E: END of SoRROW!.. N: NAME of HOPE!.. D: DOOR of UNDERSTANDING! dats YOU my FRIEND..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • "आग लगी थी मेरे घर को, किसी सच्चे दोस्त ने पूछा..! क्या बचा है ? मैने कहा मैं बच गया हूँ..! उसने हँस कर कहा फिर जला ही क्या है.."??
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ye to khubsurat dosti ka nata hai, Jo bina kisi shart ke nibhaya jata hai, Rahe duriya to parwah nahi, Kyon ki dosti ko har pal dil me basaya jata hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Pyaar Zindagi ka sabse bada 'Dhoka' hai, Bewafai sabse bada 'Tohfa" hai, Zindagi bhar sath nibhana dost kyunki dost hi to Sabse bada "Bharosa" hai,
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dharti fati to asmaan ko rona aya.. Gairo ko kya maine apno ko ajmaya.. Har dost ki tanhai door ki hamne.. Par har more me khud ko tanha paya..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Life ke har pal ko khushi se beetao . Rone ka time kaha ? Sirf muskuraao. Chahe ye duniya kahe pagal ya aawara bas yaad rakhna - "ZINDEGI NA MELEGI DOBARA ."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dost hi dosti karz ada karega Dost hi har dost pe marega Aye khuda mere dost ko salamat rakhna q ki dost hi Mere jeene ka wajah karega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Itna khusnasib to hum na the,Hamari taqdir me sitam kamna the, Fir kyun hum khuda ko itna bha gaye, Ke ban kar dost aap hamari zindagi me aa gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Gulab Ki Mahak Ko Churaya Nahi Jata, Suraj Ki Rosni Ko Chhupaya Nahi Jata, Duriya Chahe Kitni Bhi Ho Dosto Me, Lekin Chahkar Bhi Dosto Ko Bhulaya Nahi Jata... by-Sonu Arya
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har zindgi ko ek kinara Chahiya, Har Saksh ko ek Sahara chahiye, Zindgi jee sake haste-haste, Isliye aap jaisa pyara dost chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS