Friends 3rd August is a FRIENDSHIP DAY.... so here is some lines for u.....
खुशी भी दोस्तो से है
गम भी दोस्तो से है
तकरार भी दोस्तो से है
प्यार भी दोस्तो से है
रुठना भी दोस्तो से है
मनाना भी दोस्तो से है
बात भी दोस्तो से है
मिसाल भी दोस्तो से है
नशा भी दोस्तो से है
शाम भी दोस्तो से है
मौहब्बत भी दोस्तो से है
इनायत भी दोस्तो से है
Dosti Zindagi Ka Ek Khubsurat
Lamha Hai, Jo Baki Sab
Rishto Se Albela Hai, Jise
Mil Gaya Wo Tanhaai Me
Bhi Khush Hai, Jise Na Mile
Wo Bheed Me Bhi Akela Hai..!
Bhool Ne Wale Humein Bhool Jaate
Hain
Dil Se Unke Hum Nikal Jaate
Hain
Jab Tak Hum Roz Message Na Kare
Kisi Ko, Tab Tak Hum Kaha Kisi Ko Yaad
aate Hain..
Tanha Ho Kabhi To Mujhe Dhoondh
Lena,
Is Dunia Se Nahi Apne Dil Se Puch
Lena,
Apke As Pas Hi Kahi Rehte Hain Hum,
Yado Se Nahi To Sath Guzare Lamho Se
Pooch Lena…
Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi Saaghar
Hum Kaanch Ke Dhaage Mai Zakhmon Ko Pirotey Hain..
`
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho
Meri Ragon Mai Zehr Judaai Ka Utarta Dekho
Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho..
Royegi ye aankhe muskurane baad .? aayegi raat din dhal jane ke baad,? kabhi ruthhna mat mujhse mere dost.., sayad ye zindagi hi na rahe tere ruthh jane ke baad.....?
¤¤ Aapke aane se zindagi kitani khubsurat hai,dil me basi hai jo woh aapke hi surat hai,dur jana nahi humse kabhi bhøöl kar bhi,hume har kadam par aapke jarurat hai...¤¤ neet
Door Ho Jau To Zra Intezar Krna,
Apne Dil Me Itna To Aitbaar
Rkhna, Lout K Aayenge Hum, Agar
Kahi Chale Bhi Gaye To, Aap
Bas Hamse Ye Dosti Brqrar Rakna.
Baar Baar Dhundhne Se Bhi Raah Milti Nahi
Pyar Kise Kahu Ab Is Dil Ko Pyar Hota Hi Nahi
Dard Hota Hai Waha Jab Chot Bharti Hi Nahi
Haal Janoge Tum Kaise Ruh Roti Bhi Nahi
Ek Pal Jo Kehna Chahe Mere Dil Ki Dastan
Teri Saanse Meri Saanso Ko Bhala Sunti Nahi
Hasti Hu Phir Roti Hu, Rote Hue So Jati Hukaun Hu,
Jane Kyu Sari Baate Phir Hoti Nahi…
Voh dosti hi kya jisme duria na ho,
vo apnapan hi kya jisme ladai na ho
vo dil hi kya jisme yaadein na ho,
Aur vo hum hi kya jisme app hi na ho.
By-Rahul
Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai
Dil Na Chah Kar Bhi Khamosh Rahe Jata Hai
Koi Sab Kuch Kehkar Dosti Jatata Hai
To Koi Kuch Na Keh Kar Bhi Dosti Nibhata Hai…