• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • शायद फिर से वो तक़दीर मिल जाए; जीवन के वो हसीन पल मिल जाए; चल फिर से बैठे क्लास की लास्ट बैंच पर; शायद वापिस वो पुराने दोस्त मिल जाए।..i
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Teri Dosti Ko Hum Nibhayenge, Tum Roj Khafa Hona Hum Roj Manayenge, Par Maan Jana Manane Se, Warna Raat Ko Bori Me Bhar Ke, Kahi Door Fek Aayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindgi 1 Railway Station H, Pyaar 1 Train H Jo Aati Hai Aur Chali Jati He Par Dosti Enquiry Counter Hai Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?” Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain Dost Ke Naam Per Jan Fida Kartay Hain Tumhey Phool Ka Zakham Bhi Na Anay Pae Allah Say Roz Yeh Dua Kartay Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Jise Thoda Milta Hai Pyar Use Pyar Or Do Jo Baat Dil Me Ho Use Khul Kar Bol Do Aaj Jo Hoga Us Pal Me Jeena Sikho Mere Dost Kal Kya Hoga Use Kal Par Chhod Do..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi, yeh afwaah zroor kissi dushman ne udaayi hogi, shaan se rahenge tumahre dil mein hum, itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ~~^~~ Koi kehta hai dosti nasha ban jati hai Koi kehta hai dosti saza ban jati hai. Dosti karo agar dil se to Dosti hi jeene ki wajah ban jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Rabba Dukh Na Dena Mere Dosto Ko, Chahe Mujhe Sukho Ka Pahad De De, Ghoome Mere Dost Nayi Cycle Par, Bhale Mujhe Purani Bmw Car De De
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • —DOSTI — D= dur reh k pass ho. O= oro se jo khas ho. S= sabse pyara jiska ehsas ho. T= takdir ko jinki talash ho. I= I think wo aap ho..!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hamari ye dosti itni gehri ho k Zindgi ki har kasauti par khari ho, Qayamat tak Bhi 7 nibhaye 1 duje ka hum, Musibat chahe teri ho ya meri ho.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Ek sapna kisi apne se milna,Ek ittefaq apka hamari zindagi me aana,ek haqiqat apse dosti karna aur, Ek tamanna dosti ko zindagi bhar nibhana.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Mujhe bhula kar sona to teri aadat ban gayi hai!!!! Aye DOst... kisi din hum so gye to tujhe neend se nafrat ho jayegi.!!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aashiqui 2 Remix... Peene Laga Hu Pehle Jyada... Pehle Se Jyada Tumpe Marne Laga Hu... Main Mera Glass Aur Tum Ho Woha... Phir Kyun Freez Me Ho Woha... Tumsa Nasha Pehle Chakkha Nahi... Tum Ise Pehle The Jaane Kaha.... Peene Laga Hu Pehle Se Jyada... Pehle Se Jyada Tumpe Marne Laga Hu...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Aa Jaati Hai Yaad Kabhi College Ke Dino Ki To Jee Bhar Kar Has Lete Hain Suru Ho Jaaye Silsila Un Yaadon Ka Kabhi To Khud Ko Hi Kho Dete Hain Milta Nahin Bahana Kabhi Muskurane Ka Koi To Un Lamho Ko Alfazon Mei Piro Dete Hain
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kaho usi se jo na kahe kisi se! Maango usi se jo dede khushi se ! Chaho use jo tumhe mile kismat se ! Dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • 5 Pyar Bhare sMs Dosti Ke Liye, 1. 2. 3. 4. 5. Kuch Nazar Aaya.? Nahi.? Dosto Ka Pyar Nazar Nahi Aata Mehsus Kiya Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Nazar Se Door Hain Dilse Door Mat Karna.. Hum Jaise Hain Waise Hi Qabool Karna.. Hum Me Laakh Buraaiyan Saahi.. Par Aye Dost Inhi Buraaiyon Ke Bahaane Hume Yaad Zaroor Karna..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • KHUDA ne 1 ful uthaya, Use sweet water mai bhigoya Use pyar se sahlaya or is tarh apko banaya, Fir GOD ne muje diya or kaha,”SPECIAL FRND JUST 4U”
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Zindagi kuch bhi nahi pyar ke bina, jawab kuch bhi nahi sawal ke bina, barish kuch bhi nahi badal ke bina, dosti kuch bhi nahi aap ke bina..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS