• Categories
  • Friendship SMS   2923
  • Kute Kamine Ullu K Patthe Nalaik Bewaqoof Bandar Bhalu Gadhe Badmash Lofar Lafange or Dhokebaz Ye sAb Log MiL Kr B HumAri DosTi Nhi Tor Sakte :->
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Sabse Alag Sabse Nayare Ho Aap, Tareef Kabhi Puri Na Ho Itne Pyare Ho Aap, Aaj Pata Chala Ki Zamena Q Jalta Hai Humse, Qki Dost To Akhir Hamre Ho Aap.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Hawao Ke Bina Fiza Me Suroor Na Hota, Chandni Ko Bhi Chand Ke Bina Gurur Na Hota.. Aap Jaisa Dost Agar Na Hota To, Dil Bhi Sms Krne Ko Majboor Na Hota..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Meri Pagal Dosti Tumhe Yaad Aayegi, Jab Chaand Sitaare Chamak Rahe Ho, Jab Yaadon Ke Phool Mehak Rahe Ho, Jab Deed Ko Naain Taras Rahe Ho, Jab Ankhon Se Ansoo Baras Rahe Ho, Jab Tanhaai Me Dil Ghabrayega, Jab Akelapan Tumhe Satayega, Tab Meri Dosti Tumhe Yaad Aayegi..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • dosti sachchi ho to waqt ruk jata he aasma lakh uncha ho magar zuk jata he dosti me duniya lakh bane rukawt agr dosti sachchi ho to khuda b zuk jata he kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Kisi roj yaad na kar pau to khudgarj na samjh lena, Darasl choti si iss umar mai presaniya bhut hai, Main bhoola nhi hu kisi ko mere bahot achhe dost hai zmane me, Bs thodi zindagi uljhi pdi hai do waqt ki roti kmane me
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har kadam per imtehaan leti hain zindigi, Har waqt naye sadme deti hain zindigi, Per zindigi se shikwa kaise kare hum??? Aap jaise dost bhi to deti hain zindigi;;;;
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • .... Sweet Poem ..ONE+ONE=2 ....I Love You....! ..TWO+TWO=4 ....Love Me More....! ..THREE+THREE=6 ....Love is fix....! ..FOUR+FOUR=8 ....Love is Great....! ...FIVE+FIVE=10 .....I MISS YOU FRIEND.......
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • कौन होता है दोस्त? दोस्त वो जो बिन बुलाये आये, बेवजह सर खाए, जेब खाली करवाए, कभी सताए, कभी रुलाये, मगर हमेशा साथ निभाए.. Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • Tumse Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga, Tere Saath Guzra Har Lamha Yaad aane Laga, Jab Bhi Tumhe Bhulne Ki Koshish Ki, ae Dost Tu Dil Ke aur Paas aane Laga..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • BIG_BOSS DiLki zarurat jaan ko hoti h Sitaro ki zarurat asman ko hoti h Meri tamana h salamat raho Aap Qki Ache dost ki zarurat har insan ko hoti. .
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Humari Galtiyo Se Kahi Tut N Jana, Humari Shrarat Se Kahi Ruth N Jana, Tumhari "DOSTI" Hi Humari Zindagi Hai, Is Pagal Se "DOST" Ko Bhul N Jana..;-(
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai Waise Sache Dosti Ke Sath Vishvas Hai Dil Ki Nazron Se Dekhoge Agar Hum Har Waqt Aapke Pass Hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Jaane Wale Aur Honge Hum To Yahi Reh Jaenge Paana Chahoge Hame Kabhi Aas Paas Mil Jaenge Aawaaz Doge Ek Baar Kabr Se Bhi Uth Kar Aaenge Mehfil Sazaa Kar To Dekho Hamaare Bagair Joote Sar Par Tumhare Lagaenge
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka Dosti naam hai sada muskurany ka Ye koi pal bhar ki pehchan nahi Dosti naam hai sada sath nibhana ka….
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Sukh Unko Milta Hai Jo Dukh Ko Sehte Hain.. AanSoo Unke Behte Hai Jo Yodon Mein Rehte Hain. Aur. Hum SMS Unko Bhejte Hai Jo Hamare Dil Mein Rehte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Jiye Huye Har Lamhe Ko Zindagi Kehte Hai, Jo Dil Ko Sukoon De Use Khushi Kehte Hai, Jis Ke Hone Ki Khushi Se Zindagi Mile Aise Hi Rishte Ko Hum Dosti Kehte Hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • ek din ZINDAGI ne mujh se pucha k tum apne DOST k sath kub tak dena chahte ho. tu main ne ek AANSOO samandar main gira diya, k jub tak tum is ko dhond na lo.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • God Ne Ishq Ka Rishta Bana Diya, Kisi Ko Dusman Kisi Ko Qatil Bana Diya, Dub Na Jaye Koi Ishq Ke Dariya Me Isi Liye Aap Jese Dosto Ko Sahil Bana Diya. By -ANIL
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS