Munna English k paper me fail ho gaya, translation ki wajah se.
1.Me ek Aam admi hu.
-I am a mango man.
2.Mujhe English aati hai.
-English comes 2 me.
3.Mera taaluq Haripur Hazara se hai.
-I belong 2 Greenpur Thousanda.
4.Sadak pe goliya chal rhi hai
-Tablets were walking on the road.
hindi film ki ak baat mujha samajh ma nahi aata
ki ak akala hero jangle ma jata aurphir gana gata par mujha sa samajh nahi aaya ki bansuri vala,dhol vala kha sa aaya
कवि महाशय (पत्नी से)- हमें तो अपनों ने लूटा, गैरों में कहां दम था। हमारी कश्ती वहां डूबी, जहां पानी कम था।
इस पर कवि पत्नी ने जवाब देते हुए फरमाया- तुम तो थे ही गधे, तुम्हारे भेजे में कहां दम था? वहां कश्ती लेकर गए ही क्यों, जहां पानी कम था...।
6- Ladki Kuwari Honi Chahye, Kyuki Bhabhi To Savita Bhi Hain. 7- Ladki Cute Honi Chahiye, Kyuki Darling To Bobby Bhi Hain 8- Ladki Creative Honi Chahiye, Kyuki Engineer To Osama Bin Laden Bhi Tha.:relaxed::relaxed::relaxed:
Latest Version Of Ashiqui-2 Song "Chahu Mai Ya Na"
Tu Hi Ye Mujhko Bata De..Facebook Chalau Mai Ya Na . Apne Tu Ghar Ka Pata De..Aau Mai Ya Na . Apna Tu Phone Number Bata De..Call Karu Mai Ya Na . Khana Tu Rak De Paka K..Khau Mai Ya Na . . Itna Bata De Mujhe Kab Milne Aau Tujhko Ab Hota Nahi Intezar..Phir Bhi Ye Socha Maine Ab Jo Laga Hu Milne Maru Tujhe Ek Bar . Tu Hi Ye Mujhko Bata De..Koi Dusri Patau Mai Ya Na... :relaxed::relaxed::relaxed:
Ek murgi ko kauwe se pyar ho gaya .
Jab ye baat murge ko pata chala to wo murgi se puchha ,
murga -: mai tumhari biradari ka hu , handsome hu , tumhari tarah choch hai , to mujhme kya kami thi ki nahi chuna ?
Murgi sharmate huye boli -: ladka(kauwa) airforce me hai . :-*:-D
Mujhe Bachpan Se Hi banane Ka Shauk Tha, aur bade Bhaiya Ko Girane ka. Aaj Mai Engineer hu....... ; : Aur Bade Bhaiya bulldozer Chalate Hain. Bade Bhaiya Haath Do k peeche Padh Gaye hai!:relaxed::relaxed::relaxed:
लड़का– सर, मैं आपकी बेटी से 15 साल से प्यार करता हूँ. लड़की का पिता- तो अब क्या चाहते हो ? लड़का- शादी. लड़की का पिता- थैंक गॉड, मैंने सोचा शायद तुम पेंशन चाहते हो … ! :relaxed::relaxed::relaxed:
Sirf Din Nahi Ab Raat Se Darr Lagta Hai..
Ghar Hai Kaccha Barsaat Se Darr Lagta Hai..
Kisi Ne Tohfe Me Khoon Ke Ansoo Diye..
Ab Mujhe Tohfo Ki Sougat Se Darr Lagta Hai..!
Santa - "Aisi konsi chiz hai jo Lal hai or trin trin karti hai."
Banta - "Telephone"
Santa - "Galat"
Banta - "to phir"
Santa - "Tamatar.... trin trin to confuse karne ke liye bola tha."
Captain of Military: Naujawanon aage bado
Santa Aage nahin bada
Captain: Tum aage kyun nahin bade?
Santa: Apne kaha 9 jawanon aage bado, mein 10ve number pe tha
Papa K Shadi K Video Dekh Kar, Beta Bola:" Meri Shadi Me Bhi Aisi item Girls Nachwaenge.. . . . . . . PAPA:" Kutte, Ye Sab Item Girls Nahi, Teri Bua Hai....:relaxed::relaxed::relaxed: