hum nhi jeet sake unse,
wo aisi shart lagane lage,
pyari si aankho ko meri aankho se lagane lage,
hum shayad jeet bhi jate
par palak humne tab jhapkaai,
jab unki palko se aansu aane lage..
Raat ko kitab meri mujhe dekhty rhee…
neend mujhe apni orr khenchti rhee…
Neend ka jhonka mera mann moh gayaa…
Aur aik raat phir yeh genious bina parhe so gaya …..
Dulhan Bani Hai Raat Bade Ehtimaam SeAansu Saja Rahi Hai Sitaron Ke Naam SeSab Log Apne-Apne Gharon Ko Chale GayeNeend Aa Gayi Hai Aaj Sitaron Ko Sham SeUnse Jaroor Milna Saleeke Ke Log HainSir Bhi Kalam Karengein Bade Ehtiraam SeKitna Badal Gaya Hoon Main Dunia Ke VasteAawaz De Rahi Hai Mujhe Tere Naam Se.:relaxed::relaxed::relaxed:
रात को सोने से पहले एकमच्छर मार दिया करे,
ताकिबाकी के मच्छर उसकेजनाजे पर चले जाएँ,
औरआप मजे से सो जाएँ।
कसम से बचपन सेintelligent हूँ
पर कभी घमंड नहीं किया
Salesmn : Sir,
Cockroach K Liye Powder Loge Kya?
Santa : Nahi,hum Cockroach Ka
Itna Laad-pyar Nahi Karte!
Aaj Powder Lagaa Denge To
Kal Sala Deo B Mangega..
Ek aadmi samundar me
nahatay huye doobne laga to us
ne pooja ki
"Hey Bhagvan !
Agar mai bach
gaya to
Biryani ki deg garibo ko
khilaunga"
Ek badi si lehar ne usko sahil pe
phenk dia,
Usne upar dekha aur kaha,
"hehe, Kaunsi Biryani, kaisi
biryani... :p
.
.
Achanak 1 aur lehar usay
wapis ley gayi
to aadmi kehne laga
"mera matlab tha Chicken
ya Mutton ..?"
Pappu Aur Uske Dost Ne Do Ghode Khareede. . . Baat Ye Hui Ki Kaunsa Ghoda Kis ka Hai ? . Pappu : Main Apne Ghode Ki Dum Kat Deta Hon! Ye Nishani Hogi. . Subha Dekha To Doosre Ghode Ki Dum Bhi Kisi Ne Kaat Di. . Pappu : Aaj Main Apne Ghode Ka Kaan Kaat Deta Hun.. . Agli Subha Doosre Ghode Ka Bhi Kaan Kata Hua Tha. Dono Bade Pareshan Ki Ab Kya Kiya Jaaye ! . . Bahut Soch Vichar Ke Baad Pappu Bola: . . . . . Chal Chhor Yar Safed Ghoda Tera Kala Ghoda Mera..:relaxed::relaxed::relaxed:
uni si jindgi me aane ka sukriya.
Baharo ka gulsita sajane ka sukriya.
Hum to apno me bhi begane the.
Anjan hokar bhi hume apana dost banane ka sukriya....
Girl- tum bohot besharam hO :@
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy- wo to main bachpan se hi hu
main to paida bhi nanga hi hua
tha
Boys always rock...thoko like :-D ;-)
Seene Se Nikli Aah Ankhon Mein Thehar jati Hai, Ankhen Chalak Na Jayen Isliye Jhuk Jati hai, Jinda Hone Ka Ehsaas Hota Hai Saanson k Chalne Se, par Koi Yaad Aye To Ye Bhi Ek Pal Theher jati Hai..:slight_smile::slight_smile::slight_smile:
Mohabbat K Raste Me Har Waqt Dard Mile Ga. Meri Mano Dost, To Isi Raste Par Medical Store Khol Lo Mast Chale Ga :-) Happy Valentine Day:heart::heart::heart: