LAZY BOY: Jaan 1 glas pani de do,
Girl: Khud uth k p lo,
Boy: Plz de do na.!
Girl: Ab manga to thapar marongee,
Boy: Thapr MARNE aao to Pani lete ana..
Mastr: Kal School Kyo Nahi Aaye.?
Santa: GF Se Milne Gya Tha.
Master= KIS Liye.?
Santa: Yes Sir.
Master: Maine Pucha KIS Liye.?
Santa: Liye Sir Bahut Saare Liye.
Jo Mobile GUJARAT ma banta hot to ema keva
Templates hot?
1.Dafod call kar ne..
2.Cigret Leto avje
3.Dukan mate chha keto aavje
4.Kai baju rakhde chhe?
5.Pachi phone karu, baapa bajuma che
6.Aa time pass no lecture jaldi pate to saru
7.Chal pela ....... ni khenchiye..
8.Bau avaj na kar nai to ghare aaine marish.
9.Abe ganda, tara mate to jeev hajar chhe.
10.Bas tane j yaad karto hato ne taro sms aavyo.
Khan
Jinke paas hai...
woh haath me leke hilate hai,
jinke paas nahi hai...
woh ungli dalke k kam chalate hai
BOLO KYA?
Dirty Mind …… It is ….. TOOTH
BRUSH.
Ladke Ne Apni Nayi Bani Girl-Friend Ko Bade Pyar Se Samjhate Hue Kaha.
Boy: “Darling Humhare Pyaar Ke Baare Me Kisi Ko Kuch Mat Batana”
Girl: “Aapki Bahan Ko To Zarur Bataongi”
Boy: “Arrey Usko Kyu?”
Girl: “Kamini Kahti Thi KoiKutte Ka PillaHi Hoga Jo Tum Se Pyaar Karega.“
Banta Dairy Likh Raha Tha
.
Aaj Meri Behan Ko Baccha Hone
Wala Hai
Pata Nahi Ladka Hoga Ya Ladki,
Isliye Mujhe Ye Bhi Pata Nahi Ki
Me
.
.
.
Mama Banunga Ya Mami
AWESOME
Warning:
Agar aap mujhe bhule to upar wala aapko
lalu ki akal,
mayawati ki shakl,
mulayam ki jawani,
kalaam ke baal aur
atal ki chal de..
Ab bhula k dekho.
Husband : Dubai ja raha hun...
Wife : Mere liye jewellery lana...
Husband : Paris ja raha hun....
Wife : Mere liye cosmetics lana...
Husband : London ja raha hun...
Wife : Perfumes leke aana...
Husband : Narak mein ja raha hun...
Wife : Bhagwan ka diya sub kuch hai... bas tum apna khyal rakhna..!!!
सत्य घटना पे आधारित...
लड़की गोलगप्पे खा रही थी। 20 -25 खा लिए होंगे।
फिर उसने बॉयफ्रेंड से पुछा - "10 और खा लूँ ?"
बॉयफ्रेंड झल्ला कर बोला - "नागिन ! खा ले!"
लड़की ने BF को चांटा रसीद दिया !
"नागिन किसको बोला बे?"
"अरे मारती क्यों है? मैंने कहा - ना गिन, खा ले!"