Ek aadmi ne cockroch ko mar diya.
Cockroch marte huye-sale tu kayar hai tu mujhse jalta hai isliye tune mujhe mar diya.
Aadmi-q
Cockroch-qki teri biwi mujhse darati hai tujhse nahi.
Ek aadmi mandir main bol raha tha...
Hey Bhagwan....
Teri Kirpa
Teri Daya
Teri Shradha
Teri Aradhna
Teri Bhakti
Teri Archna
Teri Pooja
Teri Aarti
Teri Maya
Teri Geeta
Teri Vidhya
Teri Riddhi
Teri Siddhi
Teri Laxmi
Teri Karuna
Teri Meher
Teri Leela
Teri Mahima...
.
.
.
.
. ..
.
.
.
.
.
.
Or Meri ek bhi nai??
Jab Maine Zindagi Mein Pahli Baar Cigarette Pee,
Main Apni Nazaron Mein Gir Gaya,
Aur Mene Cigarette Chhodne Ka Faisla Kiya,
Par Phir Achanak Se Dimag Mein,
Un Tamaam Cigarette Factory Ke Majdoor,
Aur Unke Biwi Bachhon Ke Baare Mein Socha,
To Meri Aankhein Bhar Aayi Aur Dil Paseej Gaya,
Aur Maine Usi Pal Faisla Kiya Ki AbSe Main Har Roj Cigarette Peeunga,
Apne Liye To Sab Jeete Hai, Par Ham Gareebon Ke Liye Peete Hai .
Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain,
Apna Banate Hain Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain,
Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko Naseeb Ho,
Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte
पप्पू-: ये लड़की बहुत सुन्दर है .. चिन्टू-: मैं तो इसका नाम भी जानता हूं.. पप्पू-: क्या नाम है .. चिन्टू-: यह बैंक मैं काम करती है. इसके काउन्टर पर इसका नाम लिखा है"" चालू खाता ":relaxed::relaxed::relaxed:
Ladkiya nahi sudharengi.. :p :D
The ATM machine jammed (stopped working) because of...
.
.
.
.
.
An intelligent girl put her hair pin in the machine when option was to.."Enter Your PIN":) :D
Larka Aur Larki Picnic Pe Gaye Wahan
Larky Ko
Chot Lag Gayi Aur Khoon Behne Laga.
.
Wo Larki Ki Taraf Dekhny Laga Ke Abhi
Wo
Apna Dupatta Phaar Kar Bandhy Gi,
.
.
.
.
Larki Larky Ki Nazron Ka Matlab
Samajhty
Huwe Boli:
.
.
.
.
.
"Beta Sochna Bhi Nahii 4500 Ka Suit
Hai...
Hahahahaaaa
:D
LIFE is 4 living,
i live mine 4 you,
love is 4 giving,
i give mine 2 you,
DREAMS are 4 dreaming,
mine are 4 you,
HEARTS are 4 beating
&
mine beats 4 you .....
Har taraf husn he, tofa he, dhoka he,
aage folado ke 2 bam piche pada pipa he,
Tum mar gaye sanam pyar dhudte dhudte,
VO maar gaye kahkar ye ki phulo ka bagicha he.
Pehli Baarish Ka Nasha Hi KuchhAlag Hota Hai
Palko Ko Chhute Hi Sidha Dil PeAsar Hota Hai
Mehka Mehka Saawan Aaj Iss DilKo Behka Raha Hai
Gumsum Si Nazro Ko Aaj Ye PyarKarna Sikha Raha Hai
Pita- “Dekho beta, tum kabhi shaadi na karna, yah baad me bahut badi musibat paida kar deti hai|” Beta- “Haan pitaji, mai kabhi shaadi nahi karunga aur yahi shiksha apne bete ko bhi dunga