aik adimi ne apni wife ko khat likha
"is mahene salary k badley 100 kiss bhej raha hoon. wife ne jawab diya "app ki salray k badley 100 kiss miley,hisaab bhej rahi hoon.
1.doodh wala 2 kiss mea maan gaya
2.teacher ko 7 kiss deni padi,
3.sabzi wala 7 kiss mea nahi maana isliye 9 deni pari.
4makaan malik to rooz 6-7 kiss le jata hay.
app fiker nahi kerna,mere pass abhi lag bhag 30,40 kiss or hain.
MAHINA ARAM SE KAT JAEY GA
K.k.
Na Kashti Na Kinara Hai Koi, Na Manjil Na Jeene Ka Sahara Hai Koi, na Aansu Na Khushi Ka Ishara Hai Koi, par Aap Hai To Lagta Hai Ki Hamara Hai Koi.:smile::smile::smile:
Uski nafrat karne ki inteha to dekho..
Ae dost
jab maine use kaha mujhe mohabbat he tumhari julfo se.. to wo
TAKLI.. ho gai pagli...
:hearts::hearts: нєяσ кi∂иαpєя :hearts::hearts:
Ek chota sa raasta bhi mushkil
mehsoos hota hai,
Jab koi saath chalne wala na ho..
Lekin kabhi kabhi ek bada aur
mushkil raasta bhi chaar kadmo me
simat jaata
hai..
Jab
.
.
.
.
.
Kutta piche laga ho
Moral - me kabhi emotional quotes
post nahi karta...
BOY: Mujhe muaf karnA.
Maine ap se chupaya tha k,
Meri Mangni ho chuki hy.
GIRL: Aray Koi baat nhi.
Chalo Aj main tumhen apne
BACHON se milwati hoon...
Taj mahal dek kar bola sahajaha ka pota..
wha wha..
Taj mahal dek kar bola sahajana ka pota..
aj hamara bhi bank balance hota
agar buddha ishq me pagal na hua hota...