Ek Buda Santa Ko Roz Kaju-Badam Khane Ko Deta Tha.
Santa: Aap Mujhe Roz Kaju-Badam Kyu Khilate Ho.?
Buda: Beta Dant To Hai Nahi Chuskar Fekna Thik Nahi Lagta.
Teacher: homework kar liya.?
"Ha sab kar liya".
Teacher: Sab? Sab mein kya kya aata hai..?
"Sab mei toh waise bahot kuch aata hai
lekin main Tarak Mehta jyada dekhta hu"
Dopahar ka waqt hai, billi chat par soyi hai..
Waaah Waah….
Dopahar ka waqt hai, billi chat par syi hai….
.
.
.
Daya Pata Lagao, khuni Inme se Koi Hai…
Yu To RAJPUT Mazak Kiya Nhi Karte.Gun To Kya Kishi Ko BULLET Bhi Diya Nhi Karte Yaari Sirf Aap Se H Warna RAJPUT Kishi Ko Msg To Kya NUMBER Bhi Diya Nhi Karte. Royal Rajput
शादी के बाद पति ने पूछा: तुम्हारे शादी से पहले कितने बॉय फ्रेंड थे.
पत्नी ने एक लिफाफा दिया जिस में चावल के कुछ दाने और सौ रुपैये थे.
पति: ये क्या है?
पत्नी: मै जब भी बॉय फ्रेंड बनाती थी तो एक चावल का दाना इस लिफाफे में डाल देती थी.
पति (दाने गिन के): बस सात? और ये सौ रुपैये क्यों?
पत्नी: दो किलो चावल बेच दिए थे!!!! grin.png grin.png
Do lovers ek plate me Sev Puri
kha rhe the..
Ek dusre ki aankho me aankhe
daalke
Ladki(sharmake): aise q dekh
rhe ho??
Ladka: thoda thoda kha na
Bhikari..
ARZ KIYA HAI.
zara gaur farmiye !
haan toh ARZ KIYA HAI..
Yu na kisi k dil se khelo......
.74
.09
.23
.55
.72
Yu na kisi k dil se khelo...
.
.
.
.
.
.
.
Jab Like & comment nahi karna aata
TOH? ? ?
Computer aur mobile bech
kar radio
lelo Ho gayi na ab bejjati....
Pappu School Mein Padhayi Kam Aur Shararte Jyada Karta Tha
Ek Din Tang Aakar Uski Ek Madam Jo Badi Sunder Thi, Use Dant Te Hue Boli
Madam: “Agar Main Teri Maa Ban Jaau To Tujhe Do Din Mein Sudhar Du”
Pappu Khushi Se Uchalte Hue Bola: “Madam Sachii?, Main Abhi Jaake Daddy Ko Bata Ke Aata Hun Ki, Bapu Party De, Teri To Lottery Lagne Wali Hai“
Ek Sharabi Bar Se Daaru Pee Kar Bahar Nikla To Use Ek Pandit Mila.
Sharabi Ne Pandit Se Puchha:“Tum Kaun Ho?
Pandit Bola: “Mein Sadhu Hun, Bhagwan Ki Pooja Karta Hun.
Sharabi Haste Hue Bola: “Arey To Main Hi Bhagwan Hun”
Pandit Hairan Hua Aur Bola: “Achha, To Sabit Karke Dikha”
Sharabi Use Apne Sath Bar Mein Le Gaya.
Jaise Hi Dono Andar Guse,Sharabi Ko Dekh Kar Bartender Bola
Bartender: “Hey Bhagwan,Tum Fir Aa Gaye.
Sharabi Muskurate Hue Pandit Se Bola: “Dekhaa?
पापाः बेटा तुम्हारे रिजल्ट का क्या हुआ?
पप्पुः पापा 80% आये है ।
पापाः पर मार्कशीट पर 40% लिखा है?
पप्पूः बाकी के 40% आधारकार्ड लिंक होने पर सीधे अकाऊंट में आएंगे।
@@@ पापा बेहोश.....!!!!
Jab koi itna khas Ban jaye
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar
k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS
Ban jaye.