Bachi ko khush krne ka f0rMuLa
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Oy Besharm
ktni tezi se neche ay ho
meny bachi ka kaha hai
Lrki ka nhi,
Cheez Dila do
Khush ho jaegi..
Hahahaha
"Agar Aap Kisi Ko Bohat jyada Chaho...."
"Aur Woh Aap Ko' Chood' Jaye ..."..
"Aur Aap Ki Ankhon Se Aansoo Nikal Aayen...."
"To Aansoo ko is Yaqeen Se Saaf Kar Lena Ke...."
"Zindagi Ke Kisi Pal wo Apko Yaad Kar Ke..."
"Wo Aap Se Jyada Roye Ga...."
आलिया भट्ट एक दुकान में गयी..
आलिया : 2 BHK का क्या भाव है ?
दुकानदार: ये रेडीमेड कपड़ों की दुकान है..
आलिया : लेकिन बाहर तो लिखा है “Flat 70% Off”..
दुकानदार कोमा में है।
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-)
Click Like if ur proud to b an Indian :
If A Girl Gets 90% Mark Her Response- "Kamina 2 Marks Aur Deta To Uska Kya Jata" . . . . . . . If A Boy Gets 35% Marks He Says "Check Karne Wala Khuda Tha Yaar". =D:relaxed::relaxed::relaxed:
My mom asked me why dont u study d whole year
& study Only during exams ??
.
.
.
.
.
.
I replied…
Bcoz Lehro ka sukoon Sabhi ko pasand hai lekin,
.
.
.
tufano me Kashti nikalne ka maza hi kuch aur hai. :D
Boy: Viber use karti ho..??
Girl: ufff! Ye un-educated ladke bhi na !!
Dear Viber nhi Viper hota hai..
Haan main kabhi kabhi use karti hun jb
paani Jyada ho to
warna pocha hi lagati hun...
BOY: hahahaha
Bus kar pagli Rulayegi kya.