Munna Bhai:
Apun Ko Kaisy Pata Chalay Ga K Ye Bakra Hai Ya Bakri?
Circuit:
Simple Bhai ,
Pathar Mar Kar Dekho,
Ager Bhaga To Bakra Aur Ager Bhagi To Bakri.
School Ka Wo Last Day Jab Sari Ladkiya saree Me Aati Hai. We All Have A Feeling ki Ye Bhi Itni Sunder Hai. School Dress me Pata Hi Nahi Chala Yaar.:relaxed::relaxed::relaxed:
A girl to recharge wala
Girl-10 rs ka recharge kar do
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Recharge wala - Mam 10 mai 7 rs
milegey bas
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl - koi baat nahi 3 rs ki namkeen
de do
Pappu Aur Uske Dost Ne Do Ghode Khareede. . . Baat Ye Hui Ki Kaunsa Ghoda Kis ka Hai ? . Pappu : Main Apne Ghode Ki Dum Kat Deta Hon! Ye Nishani Hogi. . Subha Dekha To Doosre Ghode Ki Dum Bhi Kisi Ne Kaat Di. . Pappu : Aaj Main Apne Ghode Ka Kaan Kaat Deta Hun.. . Agli Subha Doosre Ghode Ka Bhi Kaan Kata Hua Tha. Dono Bade Pareshan Ki Ab Kya Kiya Jaaye ! . . Bahut Soch Vichar Ke Baad Pappu Bola: . . . . . Chal Chhor Yar Safed Ghoda Tera Kala Ghoda Mera..:relaxed::relaxed::relaxed:
Pita- “Dekho beta, tum kabhi shaadi na karna, yah baad me bahut badi musibat paida kar deti hai|” Beta- “Haan pitaji, mai kabhi shaadi nahi karunga aur yahi shiksha apne bete ko bhi dunga
Teacher :- Homework Complete Kyu Nahi Kiye Ho!
Student :- Teacher Se,
Sir...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Zaise Aap Mujhe Ghar Ka Homework Yanha Nahi Banane Dete Hai Waise Hi Mujhe Meri Maa Yanha Ka Homework Ghar Pe Nahi Banane Deti Hai...!!!
Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege... Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke Liye So Jayege..:relaxed::relaxed::relaxed:
Naukar- Sahab,
aap ka kutta to bilkul Aadmi jaisa lagta hai,
kya khilate ho?
.
Malik- Nalayak,
wo kutta nahi
mera beta hai.
.
Engineering kar raha hai
aur
aaj- kal Exams chal rahe
पति रेडियो पर बिजी था।
पत्नी: क्या सुन रहे हो?
पति: मोदी जी के मन की बात।
पत्नी: मेरी तो कभी नहीं सुनते।
पति: तुम जो कहती हो उसे मन की बात नहीं,
मन की भड़ास कहते है..!!!
जिंदगी की हर एक उड़ान बाकी है; हर मोड़ पर एक इम्तिहान बाकी है; अभी तो सिर्फ आप ही परेशान हैं मुझसे; अभी तो पूरा हिंदुस्तान बाकी है।:relaxed::relaxed::relaxed:
At Restaurant:"Jaan
tum se ek baat kehna chahta hun..
Girl:"Kya.. ???
.
.
Boy:"I m already married...
.
.
.
.
Girl:"Dara diya,
Mein Samjhi paise nai hain..