Kya Aap ne
Kya Aap ne suna hai..?
BBC per
CNN pr
DD pr
Aajtak pr
nahi suna..!
FM 100 per tou suna ho ga..!
Ager phir bhi nahi suna to Ab Parh Loo..
? EiD MubaraK
Apne Kia Socha
Paigam Nai
Aayega..
Socha Yeh Dost
Aapko Yunhi
Bhool Jayega..
Yeh To Adat Hai
Hamari Sataney Ki..
Warna
iTna
Piyara
Dost
EiD
Par
Kon
Bhulana
Chahega..
---EiD MubaraK---
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI
TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
May the blessings of Allah fill your life
May the blessings of Allah fill your life with happiness and open all the doors of success now and always.
Eid Mubarik
Hazrat Abu Huraira (R.A) Se Riwayat Hy
K Hazrat Muhammad (S-A-W-W) Ne Irshad Frmaya K
Jo Shakhs Ye Keh Kr Dua Shuru Krta Hy
Ya Arhamor Rahimeen
Ya Arhamor Rahimeen
Ya Arhamor Rahimeen
To ALLAH Frmata Hy K Mein Ne Sun Liya
To Hajat Bayan Kr.
SUBHALLAH!
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar…
Chand ki chandni, apno ka pyaar…
Har ghadi ho khushaal
ussi tarhan Mubarak ho aapko
Eid ka yeh tyohaar!
“EID MUBARAKâ€
Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
Khusiyan Naseeb Ho Jannat Qareeb Ho
Too Chahe Jise Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tujhe Ziyarat Naseeb Ho...
"Eid Mubarak Frnds"
" Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye "
Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday,
Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday,
Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye,
usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday,
Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain,
Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday,
Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon,
Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday,
.DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!,
us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday.