Hazrat Muhammad S.A.W said
Duniya mein agar 4 cheezain
tumharay paas hon to tumhein
nuqsan nahi hoga
Sachi Zaban’
Amanat Dari’
Khush Ikhlaqi’
Rizq-e-Halal’
Juma MUbarik
Khusiya nasib ho zannat karib ho
tu jise chahe wo tuje nasib ho
Ku6 is tarah ho ALLAH ka karam
makka or madina ki tuje ziyarat nasib ho
EID MUBARAK FRINDS
May God Send His Love Like Sunshine
In His Warm And Gentle Ways To
Fill Every Corner Of Your Heart
And Filled Your Life With A Lot
Of Happiness Like This Eid Day.
Wishing You & Your Family Eid Mubarak.
Eid Ka Chand Dekhna Hai To
Plz Neeche Dekho . . !
*
**
***
****
*****
******
*******
********
*********
**********
Dear Maine Bahut Koshis Ki Hai
Mobile Me Aane Ki Sorry Aap
Chand Nahi Dekh Sakte.
Any We
*Eid Mubarak*
“मुबारक हो आपको खुदा की दी यह
जिंदगी खुशियों से भरी रहे आपकी
यह जिंदगी गम का साया कभी आप
पर ना आये दुआ है यह हमारी आप
सदा यूँ ही मुस्कुराएं ।
ईद मुबारक!”
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet, By Uzzal
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe…MUBARAK ho EID
Ab waqt-e-judae hy mujy alvida keh do
Ab jane ka waqt hy mujhy alvida keh do
Me bakhshish ka zariya tha tumhare lye
Dil ro raha hy magr ab alvida keh do
Tmhe afsos to hoga mere jane pr
Aonga lout k phr ab alvida keh do
Tumhare lye rehmt ki waja tumhari bakshish ka sabab
krlo Khuda ko razi to mjhe ab alvida keh do
Mene tmhe chalna sikha dia manzilon ka pata bata dia
Me na chal sakonga tmhre 7 mjhe ab
alvida keh do";-(
"Alwida Aliwida Mahe RAMZAN"
Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Maray liye tu app hi sab se khas hain..
Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
“KABHI KHUSHI KABHI GHAM”
Gosht Zayada
MasALay kAm.
KABHI ALVIDA NA KEHNA,
Akelay hI Sri pAye Na kHatay Rehna,
DHOOM
KapoOray kHa k jHOoM,
HEERA PHERI
Chal Gosht Bhej Ab tEri bAari..!
EID TO NAAM HAI DIL KI KHUSHI KI REET KA
JAB DIL MAIN KHUSHI NA HO PHIR KIA MAZA EID KA
ANKHON KO AGAR AB KAY BARAS HOJAYE TUMHARI DEED
PHIR DIL KO MAZA AYE GA AB KAY BARAS KI EID KA.