A Eid k Chand !
kyun krta hay Tu Hum ko Pareshan,
Tujhay Dekhnay k Liye Bechain Hain Hum
a?r
Mufti Muneb ur Rehman
Tuje Dekh Nhi Patay
Poray Pakstan k
Insan,
Mgr kahan Say Dhond Letay Hain
Tujhay Sarhad K Kuch Pathan
“meri” hay Tmana
Is bar na Trpana,
Poray Pakistan Me hum ko ik Sath Nzr Aana
" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost BohatYaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
he moon has been sighted
The samoosas are ready
Here comes EID so just go steady
Lots of dua”s is all i request
and just wanted to wish you all the BEST!!!
“Eid Mubarak”
Ab waqt-e-judae hy mujy alvida keh do
Ab jane ka waqt hy mujhy alvida keh do
Me bakhshish ka zariya tha tumhare lye
Dil ro raha hy magr ab alvida keh do
Tmhe afsos to hoga mere jane pr
Aonga lout k phr ab alvida keh do
Tumhare lye rehmt ki waja tumhari bakshish ka sabab
krlo Khuda ko razi to mjhe ab alvida keh do
Mene tmhe chalna sikha dia manzilon ka pata bata dia
Me na chal sakonga tmhre 7 mjhe ab
alvida keh do";-(
"Alwida Aliwida Mahe RAMZAN"
EID Ki Dua
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
EID MUBARAK
Momin K Liye To Jan-E-Hasti Hai NAMAZ
Iman Ki Aghosh Me Basti Hai NAMAZ
Milti Nahi Mehshar Me Kisi Bhi Qeemat Par
O Zindagi Walon Padh Lo Abhi Sasti Hai Namaz.
Sharique S.K
EID Ka Chand Dekhna Hai Tu Neachay Dekho…
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
*
Dear Maine Bohat Kosish Ki hai
Mobile Main Aanay ki…
Sorry..
Ap chand nahi dekh Sakte
AnyWayz
EiD MubArAk
हो हर दिन तेरा ईद जैसा;
तू हो दुखी ना आये कोई दिन ऐसा;
जो भी हो उम्मीद तेरी हो जाये वो पूरी;
आज ईद के दिन हमारी भी है यही दुआ;
रह ना जाये तेरी कभी कोई आरज़ू अधूरी।
ईद मुबारक!
Zindagi Ka Har Pal Khushiyon Se Kam Na Ho, Aapka Har Din EID Se Kam Na Ho, Yehi Dua Hai Ki Aisa EID Ka Din Aapko Humesha Naseeb Ho..!!.
Eid Mubarak To You.
Suba jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna