May God send his Love like Sunshine
May God send his Love like Sunshine in his warm and gentle ways to fill every corner of your Heart and filled your Life with a lot of Happiness like this EID DAY.
Wishing you EID MUBARAK.
Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
NAMAZ
Ko Chorna
ALLAH
Ko Naraz Karna He.
FAJR – 07 Mint
ZUHAR – 15 Mint
ASAR – 11 Mint
MAGHRIB – 12 Mint
ISHA – 18 Mint
Total
63 Min Hain?
80% Log Is Msg Ko Forward Nahi Karte.
ALLAH TA’ALLAH Frmata Hy
Agar Tum Apne Logon K Samne Mujhe Rad Kroge
To Me Tumhen Apni Nazar Me Rad Kar Dunga.
हो हर दिन तेरा ईद जैसा;
तू हो दुखी ना आये कोई दिन ऐसा;
जो भी हो उम्मीद तेरी हो जाये वो पूरी;
आज ईद के दिन हमारी भी है यही दुआ;
रह ना जाये तेरी कभी कोई आरज़ू अधूरी।
ईद मुबारक!
Khusiya Naseeb Ho Jannat Qareeb Ho,
Tu Chahe Jise Wo Tere Qareeb Ho,
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka,
Makka Aur Madina Ki Tuje ZiyaratNaseeb Ho...
Eid Mubarak Frnds..
Aye EID Tum Jab B Aana.
Sab k Liye Bus KHUSHIYAN Lana.
Har Chehry Pr Hansi Sajana.
Har Aangan Mein Phool khilana.
Jo RoAYE hain Enhen Hansana!
Jo Rothy hain Enhein Manana.!
Hazrat Muhammad S.A.W said
Duniya mein agar 4 cheezain
tumharay paas hon to tumhein
nuqsan nahi hoga
Sachi Zaban’
Amanat Dari’
Khush Ikhlaqi’
Rizq-e-Halal’
Juma MUbarik
Lonesome without u,
Each n every moments.
When i am alone
I close my eyes n think of u
N thoughts of ur love warms
Inside me n makes me smile.
miss you a lot.
eid mubarak.
May Allah accept Ur all Good deeds
Forgive Ur transgressions & ease the
Suffering of all the people around the World
Wishing you a very Happy Prosperous Eid.
Eid Mubarak!
Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley
Kuch Roz To Mun K Phool Khiley
Tum Aao To Ham Bhi Eid Karein
Tum Se Yeh Aik Guzaarish Hai
Yeh Apney Dil Ki Khuwahish Hai
Ik Baar Milo , Ik Baar Milo,
Har Baar Yahi Taakeed Karein
Here comes the day,once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright
And blessing everyone. Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us
"Happy eid"."Eid mubarakh"
**”ALWIDA ALWIDA MAH-E-RAMZAN”**
YA ALLAH…
Hum Ne Jo Rozay Rakhay,
Jo Ebadatain Ki Aur Jo Namazain Parhin,
YA ALLAH Qabool Karna.
Aur Jo Hum Se Galatiyan Huen, YA ALLAH Unhe Darguzar Kar Dena,
Aur Hum Sab Ko Mauf Kar Dena,
Hum Sab Ki Qayamat Ke Din Maghfirat Farmana!!
( A A M E E N )
By-V@ruN..8400004401