Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
A CHAND Tu unko Mera pegham keh dena…
Khushi ka Din aur Hansi ki Sham keh dena…
Jab wo dekhe Tujhe bahir aa ker…
Unko Meri tarf se Eid Mubark keh dena.
Eid (‘.’)
ane *==))==*
wali __/ L
Hai
jis jis ne hume Eid mubark kehna ho.
wo line me lag jain
(‘.’) (‘.’) (‘.’) (‘.’)
<)) <)) <)) <))
LL LL LL LL
(‘.’) (‘.’) (‘.’)
<)) <)) <))
LL LL LL
Braye mhrbani 1,2sry ko dhaky mat dain
Jo rah jain wo kal tashreef ly ayen
Eid mein abi 4 din hain.
Here comes the day, once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright And blessing everyone...
Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us "Happy eid".."Eid mubarak"
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
May God send his Love like Sunshine
in his warm and gentle ways
to fill every corner of your Heart
and filled your Life with a lot of
Happiness like this EID DAY.
Wishing you EID MUBARAK.
Aye EID Tum Jab Bhi Aaana!!
Sab Ke Liye Bus KHUSHIYAN Lana!!!!
Har Chehrey Par Hansi Sajana!!
Har Aangan Mein Phool Khilana!!!!
ALL OF YOU DEDICATED 2 HAPPY EID MUBARAK..!!!!
Drta Hon Mout Sy Mgar Marna Zaror Hy
Larzta Hon Kafan Sy Pr Pehena Zaror Hy
Hojata Hon Ghamgen Janazy Ko Dekh K
Lekin Mera Janaza Bhi Uthna Zror Hy
Hoti Hy Bri Kapkapi Qabron Ko Dekh Kr
Muddaton Andhri Qabr Me Rehna Zror Hy
Dunya To Mery Dil Ko Lubhati Hy Subho Sham
Pr Such Hy Isko Chor K Jana Zror Hy.
“तू मेरी दुआओं में शामिल है, इस तरह
फूलों में होती है खुशबु जिस तरह
अल्लाह तुम्हारी जिंदगी में इतनी
खुशियाँ दे ज़मीन पर होती है,
बारिश जिस तरह । ईद मुबारक
Ye sanam Mere Hathoon Main Ek Aas,
Umeed Or Dua Hy Is Eid Pe Main Tujhko
Bass Itna Keh Doon Keh Jisko Tum Sy
Mohabbat Hy Woh Sitara Mil Jye Aaye Mere
Mehboob Kash Ke Tujhko Is Eid Pr Koi
Tumhara Mil Jayee…….
EID MUBARAK…
Khusiyan Naseeb Ho Jannat Qareeb Ho
Too Chahe Jise Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tujhe Ziyarat Naseeb Ho...
"Eid Mubarak Frnds"...
Tumhari Or Pervaiz
Tumhari Or Pervaiz Mushraf Ki Ek Adat Same Hai..
Jantay Ho Kiya ??
Woh Bhi Mujhe EiD WisH Nahi KarTa Or TuM Bhi.../
BuT i WiLL NoT dO thE saMe Coz i hAve GoT mY owN StyLe...
sO hAve A Gr8 EiD.../
^|^|^ EiD MubaraK ^|^|^
इतने दिन जो तूने खुदा की इबादत की है;
खुदा ने भी आज तुझपे जमकर रहमतें की हैं;
देने के लिए तुझे खुशियाँ इस जहान की;
ईद की आज ये मुबारक घडी आयी है।
ईद मुबारक!
Is Eid par
woh mere sath nhi hai..
magar woh, uski yaaden, uski baatain..
sub mujya yaad hain..
Us ne be mjya yaad kia ho ga..
phir mere khayalon main khoye howe..
Tasawar ki kis lamhe main
dhere se kaha ho ga.
~ Eid Mubarak ~