10g Hasi
10g Pyar
5g kasme
50g Baatein
Thodi c takrar,Thoda sa intezar,Ruthna manana,Swad anusar.
Lo ho gai Frndshp dish tayar.
Zara taste krke rply to kro.
Ishq or dosti dono meri zindgi ka guman he,
Ishq meri chahat to dosti iman he,
Ishq pe fida kardu sari zindgi,
Magar dosti per mera ishq bhi kurban he!!!!!!!!
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day
Rat ko pucha mujse chand sitaro ne
Tujhe bhula dia tere JIGRI yaro ne
Mene kaha bhule nahi hai FARYAD to kerte honge
Mere SmS parh k yad to krte honge!.
Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain,
Jab "hath" ko takleef hoti hai to "Ankh" roti hai,
Aur jub "ANKH" roti hai to "Hath" ansu pochtay hain.
Lips r lyk friends.
If we say Studying,reading,writing d lips wil nvr join!
t if we say party,bunking playing,
travling shopping saale fat se jud jate hain!!
jazbaate ishq nakam na hone denge,
ishq ki duniya me kabhi shaam na hone denge,
dosti ka har ilzaam apne sar pe le lenge,
magar ae dost hum tumhe badnam na hone denge
Hawao Ke Bina Fiza Me Suroor Na Hota,
Chandni Ko Bhi Chand Ke Bina Gurur Na Hota..
Aap Jaisa Dost Agar Na Hota To,
Dil Bhi Sms Krne Ko Majboor Na Hota.