मेरे दिल कि आवाज है
कि बिछडा यार मिलेगा,
वो यार तेरी हर खुशी को गम मेँ मोड देगा,
जिस मोड पर तुझे तेरा प्यार मिलेगा,
मै तो क्या मुझसे भी,
अच्छा एक नया दिलदार मिलेगा,
आज नही तो कल तुझे,
तेरा प्यार मिलेगा,
दिल तो क्या दिलदार, भी तुझे तेरा साथ मिलेगा..!
1 ldka 1 ldki s bahut pyar krta tha. Ldke n ldki ko prpose kiya. Ldki n ha keh diya. Vo khti thi ki vo bina dil k ji ri hai bcz uska dil uske paas hai. Ldke ko uspar pura vishwas tha. Ek din usne kaha ki vo apne prents k khilaf ni ja skti, Uske prnts uski shadi kisi aur s kra re hai. Ldka man gaya. Ldka uske shadi k din use ek gft bhijwaya. Ldki n jab gft khola to usme us ldke ka dil khoon se lathpat tha. Usme ek lettr tha jsme lika tha "tm apna dil le lo ni to apne pati ko kya dogi?"
OMS
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar Gaya
Marne K Bad LADKE Ne LADKI Se Kaha:
“Ek WADA Tha Tera
Har WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI:
“Ek WADA Tha Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali Har Darwaze K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na Dekha,
Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Piche..!
Ek aadami tha usaki do betia thi dono betia jawan ho gayi ek betiki shadi mali se kar di dusari beti ki shadi kumhar se kar di. 2 sal baad pahali beti ke pass gaya aur pochha kaisi ho beti ?aur tumhe kya chahiye ?
Beti-papa aap bagawan se manaiye ki barsat ho taki fool khil sake.
Aadami dusari beti ke pass gaya aur pochha.
Kaisi ho beti ?aur tumhe kya chahiye .
Dusari beti -papa aap bhagawan se manaiye ki suraj uge taki bartan sukh sake .
Aadmi -hey bhagawan mai kya manau dhup ya barish.
Ek Aalu ne bhindi ko " I Love U"
ka messge kia....
Bhindi ne usy buhat bura bhala kaha
aur boli
Tum itny moty ho
or me itni Smart Aalu ko ya sun ka buhatdukh hua....
Aalu ne us din ka baad itni sabziyan
Phansai..
k
k
k Aj aap dekh saktay hen
k
Aalu-Ghobi,
Aalu- Bengan,
Aalu-Palak,
Aalu-Matar, Aalu-Gajer,
Aalu-Methi,
or
Bichari Bhindi us din se aaj tak akeli hy
KHUMANSINH
Kya soch kar usne mujhe phir pukara hoga.
Lagta hai aaj use bhi kisi ne rulaya hoga.
Jo kabhi dilon se khel jaya karta tha.
Uske dil se koi khel geya hoga.
Dil ka dard hota kya hai.
Aaj yeh tazurba usne bhi sikha hoga.
Me to mud bhi aata uske pass.
Agar apni khawahisho me use hame socha hoga.
Hame to aadat hai tutane ki.
Par wo yun tut ke phir jud na paya hoga.
Phir se bewafai kar jaye chahe mera sanam.
Par der ko hi sahi mera to paya hoga
Amazing Love Story:
A Kanjoos Boy Fell In Love
With Kanjoos Girl..
Girl: Jab Dad So Jyenge To Mai
Gali Me Sikka Fekungi,
Awaaz Sunke Tum Turant Andar Aa Jana.
Lekin Boy Sikka Fekne K 1
Ghante Baad Aaya.
Girl:itni Der Kyo Laga Di?;->
Boy: Wo Mai Sikka Dhund Rha Tha.
Girl- Pagal Wo To "Dhaaga Baandh"
K Feka Tha,
Wapas Khich Liya..:
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
Mujhse kaha ishwar ne mat kr intjar
Is janam me uska milna namumkin hai.
Maine kha agle janam me to mumkin hai.
Usne kha pachtayega.
Maine kha dekhte hai,
Tu meri rooh ko kitna tadpayega.
Usne kha chod use,
Chal tujhe jannat ki sair karata hu,
Maine kha aa dekh mere yar ka
Muskurata hua chehra
tujhe jannat zamin par najar ayegi,
Til milakar usne kha,
Mat bhul ki tu hai to ek insan,
Maine kha mila de mujhe mere pyar se
Aur sabit kr ki tu hai bhagwan..
Gandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat Ke Bete Par Qatal Ka Ilzam Laga.Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki Ke Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo.Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur Ladke Ko Bacha LiyaAurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek Sawal Kiya.Aurat: “Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya, Kal Jab Aap Nahi Honge To Hum Bekasoor Logo Ko Kon Bachayega?”Gandhi Ji Ne Muskurate Hue BahutHi Khubsoorat Jawab Diya“Note Pe Lagi Meri Photo.~navi
1 sweet story:
1 ladke ne marne ke 3 minute pehle 2 msg kiye..
1 GF. Ko and 1 dost ko..
Mein ja raha hu reply fast..
1st reply GF ka aya:
tum kahan ja rahe ho, i m busy bad me milenge. Ye sunkar use bahut dard hua..
2nd msg dost ka aya: abe kamine akele kaha ja
raha hai ruk mein bi ata hu..
Ye padkar wo ladka muskuraya aur bola aaj phir
pyar dosti se haar gaya.
High Insult Must Read :D
Bf To Gf- Jaan Kal Tum
Mere SapneMe Aayi Thi
Nd You Were Looking Very Cute..;)
.
Gf- Khush hokar,hmm?? Sach Much ??
.
Bf- Haa Baba Sach Much
.
Gf- Jaan Hum Dono Kya kar Rae The ??
.
.
Bf- Main Cadbury Dairy Milk Kha Raha Tha
Main Akele Hi Kha Raha Tha Aur
Tm Bhukhi Bhikhari Ki Tarah
Keh Rahi Thi Ke Plz
Choclate Chahe Mat Dena
But Kam Se Kam WraPaper Toh De Dena
ChaaTne Ke LiYe :P :D :D xD
Ek Rajkumar Ko Shraap Mila Tha
Ki Wo Ek Saal Me Ek Word Hi Bol
Skta Tha.
To Wo 3 Saal Tk Kuch Nhi Bola
Aur....
Wo 3 Saal Tak Intjaar Karta Rha.
keval...
Ek Rajkumari Ko
I Love You
Bolne K Lie.
.
Jb Usne Ye Word Bole To
Rajkumari Ne Kaha...
.
.
.
.
.
.
Mai Sun Nhi Paai Plz Repeat Kro.!!
Basaya Tha Dil Me Unhe Ye Chahat Ki Bat Thi.
Wo Pardeshi Nikale Fitrat Ki Bat Thi.
Wado Pe Unke Aaj Bhi Ji Rahe H Hum.
Hume Tha Intajar Adat Ki Bat Thi.
Ruswa Wo Kar Gaye Hume Sabke Samne.
Hum Kuch Bhi Na Kar Sake Sarafat Ki Bat Thi.
Chaha Humne Paya Kisi Or Ne Unhe.
Wo Mile Na Hume Kismat Ki Bat Thi.
Humari Dasta Sun Ke Sara Jaha Roya.
Sirf Hum Na Roye Himat Ki Bat Thi.
....lonely boy
Ek chidiya ko safed gulab se pyaar ho gaya,
usne gulab ko propose kiya,
gulab ne jawab diya ki jis din main lal ho
jaunga us din main tumse pyaar karunga,
jawab sunke chidiya gulab ke aas-pass katon
mein lotne lagi
aur uske khun se gulab lal ho gaya,
ye dekhke gulab ne
bhi usse kaha ki wo usse pyaar karta hai
par tab tak chidiya mar chuki thi.
isiliye kaha gaya hai ki sacche pyaar ka kabhi
inthaan nahi lena chahiye!
Sari Raat Unka Number Hum Milaate Rahe,
.
Customer Care Wali Aunty Kehti
Sajan Apke Busy Kisi Aur K Sath,
Hum Re-dial Pe Re-dial Dabaate Rahe,
.
Raat Se Subah Hone Ko Aa Gai,
Subah Jab Hui Unse Mulakat, Iljam
Ek Duje Par Lagaate Rahe,
.
Gusse Me Call Register Check Kiya To
Pata Chala,
Ke
Hum Unko Aur Vo Hume Ek Hi Time
Pe No. Milaate Rahe.!
acha laga to like.....
One sweet love story.
ek chidiya ko ek safed gulab se pyar ho gaya,
usne apne pyar ka ijjhar kiya gulab ne jawab diya,
ke mai jis din lal ho jaunga us din me tumse pyar karunga,
jawab sunkar chidiya gulab k aas paas kanto me udne lagi,
aur uske khoon se gulab lal ho gaya,
ye dekhakar gulab ne bhi us se kaha k wo bhi us se pyar karta he,
par chidiya tab tak mar chuki thi.
MORAL -- dont put condition in love.
Ek ladka hai jo kehta hai ki use kabhi kisi se pyaar nhi ho sakt wo pyaar karne walo pe hasta hai wo har pyaar karne walo pe hasta hai
.
.
.
Ek din wo ladka kisi ko nhi dikha sab kehte hai ki ek ladki se wo pyaar karta hai par wo ladki kisi or se pyaar karti hai
.
.
.
Ek din wo ladki aati hai or us ladke kokehti hai tu kya pyaar karne walo pe hasta hai tu bhi kabhi roega
.
.
.
.
Ladka kehta hai ki me kabhi nhi hasa bas logo ko dikhane ke liye yaha chehr banaya hai
A Boy Loves His Girl Very Much, & Asked Her To Marry Him:
Girl:- No Sorry, I’m Marrying Someone Else..
Boy:- Oh, I Wish You Very Best Of Luck And Stay Happy, I Will Move On,
Girl:- No Pls Be My Friend, I Need You… …
Boy:- That’s The Problem You Need Me,
But You Don’t Want Me..
“I’m Sorry I Can’t Be Ur Friend Anymore”..
I Guess Boy Was Kinda Right What Say People?,
So Thumbs Up For Boy And His True Love.
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe Jawab De Dungi....?
Lakda "Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein mila Hua Inaam Nahi...!!