New Generation Boys:sunglasses: . Facebook Last Seen 8 Sec Ago . Whatsapp Last Seen 4 Sec Ago . . . . . But . . . . . Textbook Last Seen 8 Months Ago thoko Like :smiley::smile::smiley:
Mere Dil, Jiger, Kidney,
Liver ho tum ..
Waqt-bewaqt aaye vo
fever ho tum ..
Doob kar jisme marr
jayu vo River ho tum ..
Mere jeevan mein ab to
forever ho tum
Bada Hi Pyara Ehsaas
Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyar
Hota Hai,
Har Pal Yaado Me Wahi
Hota Hai,
Har Lamha Usi Ka
Khayal Hota Hai,
Aankhe Chahti Hai Har
Pal Usi Ko Dekhna,
Aanko Me Pyar
Beshumar Hota Hai,
Dil Ki Dhadkane Kabhi
Rukti Hai Kabhi Chalti
Hai Tez Tez,
Dil Ka Bada Hi Azab
Haal Hota Hai,
Facebook aur Fridge me
Kya samanta hai,,,,,
.......
........
.......
.........
........
............
.........
Jante hai kuch nahi
hai, phir bhi bar-bar
khol ke chek karte
rehte hai.
Djsumit
Most common chat on facebook:
Boy: hey
(after few second boy thinks kamini reply to degi hi nahi)
Girl: hey hi
(aa gaya kamina)
Boy: hows u?
(chudail ko kya hoga bhala)
Girl: m fine
(puch to aise raha hai jese hospital meadmit hu)
Boy: bf hai?
(kamini sb ko add karti hai kitno ko fasa ke rakha hoga)
Girl: kyu btau?
(kamina shuru ho gaya line marna)
Mai Yha Faltu Ka Bhutiyapa Kr Rha Hu ! . . or Wha Koi Meri Future Wife Koi Bol Rha Hoga "Add Me I M Blocked , Apna Other Msgs Dekho Etc-2 Kaise Bachau Mai Apni Future Wife Ko Aise Tharkiyo Se ! Uff :smiley::smiley::smiley:
Koi Acchi Si Sjaa Do Mujhko , chlo Aisa Kro Bhula Do Mujhko , tumse Bichdu To Maut Aa Jaye, dil Ki Ghraai Se Aisee Dua Do Mujhko. :sunglasses::sunglasses::sunglasses::sunglasses:
Agr Facebook Par Job Hoti , , , , , , , , , , , , , , , , , , , to Maa Kehti Uth Ja Beta, Facebook Ka time Ho Gaya Hai ...!!!!:slight_smile::relaxed::slight_smile:
हँसना और हँसाना कोशिश है मेरी; हर कोई खुश रहे यह चाहत है मेरी; भले ही कोई मुझे याद करे या ना करे; हर अपने को याद करना आदत है मेरी। सुप्रभात! :pray_tone2::pray_tone2::pray_tone2:
Har Koi Mhbt Me Fana Nhi Hota, Kisi Ko Chahna Koi Gunah Nhi Hota, Log Puchte Hai Tum Kitna Chahte Ho, O Kya Jane Pyar Lafzo Me Bayan Nhi Hota...!:smile::smiley::smile:
"jlti Hui Aag Dehne Me Kitni Khoobsurt Lgti H, mujhe Accha Lgega Agr Ye Mujhe Apne Aagosh Me Le Le, fir Na Ruh Bchegi Or Na Hi Meri Vjh Se Kisi Koi Presani Hogi Khgule Aasman Me Ud Jaunga Ek Aazaad Penchi Ki Trh." :sunglasses::smile::smile::sunglasses:
Girl: Hello Darling Kya Kar Rahe Ho...?? Boy: Shave Kar Raha Hoon... Girl: Jab Bhi Mai Tum Ko Call Karti Hoon Tum Shave Kar Rahe Hote Ho...,,,,,,,,Din Mein Kitni Baar Shave Krte Ho...?? Boy:30/40 Baar... Girl: Tum Pagal Ho...?? Boy: Nahi Jaanu Main "HAJJAAM" Hoon.:slight_smile::slight_smile::slight_smile: