Aye Khuda Nazro Ko Kuch Aisi Khudaai De..
Jidhar Dekhu Udhar Wo Dikhaai De..
Kar De Aisi Meharbaani Aaj Hawa Me..
Ki
Unko Pukaaru Aur Unhi Ko Sunaai De..!
Dhyan Rakhna Apna Is Kadar
Ki Hawa Bhi Aapko Chhu Na Sake
Pyar Karna Itna Ki Koi Dur Ho Na Sake
Tanhai Me Agar Koi Baitha Ho To
Soch Kar Apko Koi Ro Na Sake
Honth thak gaye hai bula-bula kar,
Aankhe thak gayi hai mana-mana kar,
Aisa sang dil yaar mila hai mujhko,
Jisne pyar bhi diya to rula-rula ke.
"please come back my life jaan"
bahut khubsurat unka har andaaz hai, haqiqat hai ya khwaab hai, khushnaseebon ke paas rehte hain wo, mere paas to bas unki meethi si yaad hai....................!!!
Sard mausam ka maazaaj kitna alag sa hai,
Tanha raat main intazaar kitna alag sa hai,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai
Aapko Sms Karna Roz Ki Baat Ho Gayi..
Yaad Karna Aadat Ki Baat Ho Gayi..
Aapse Door Rehna Kismat Ki Baat Ho Gayi..
Magar
Aapko Bhulna No Chance
Apne Bas Ke Baahar Ki Baat Ho Gayi..!
Nigaahe Fer Kar Mujhse Mera Dil Todne Waale..
Mujhe Raah E Mohabbat Me Akela Chhodne Waale..
Agar Leti Hu Tera Naam..
To..
Mohabbat Ho Jayegi Badnaam..!
kabhi toh yaad hume bhi kartey... ki hichkiya humko aati nahi... kabhi toh pyar hume bhi kartey.... ki teri yaad dil se jati hi nahi... bebas hai hum lachar bhi... mar chuke hai or maut aatibhi nah.
☻Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.