Hasata Hai Mujhko Fir Rulaa Bhi Deta Hai..
Karke Wada Aksar Bhula Bhi Deta Hai..
Ajab Mizaaz Hai Uska Aur Pyar Ka Andaaz Bhi..
Kabi Palko Pe Bithata Hai Kabi Nazro Se Gira Bhi Deta Hai..!
bahut khubsurat unka har andaaz hai, haqiqat hai ya khwaab hai, khushnaseebon ke paas rehte hain wo, mere paas to bas unki meethi si yaad hai....................!!!
>Meri Ankho Me Ansu
~ Fir Bhi Hotho Pe Muskan Kyu Hai ?.
~Gulshan Hai Agar Safar Zindagi ka
~To Fire Iski Manzil Shamshan Kyu hai ?.
~Jab Judai Hai Pyar Ka Matlab To Phir
~Pyar Karne Wala Hairan Kyu Hai ?.
~Achcha Karam Karna Hi Jindagh Hai
~To Burai Ka Rasta Kyu Itna Asan Kyu Kyu Hai?.
~Agre Jina He Marne Ke Liye
~To Fir Jindagi Ek Vardan Kyu He ?.
~jo Khabi Na Milega Us Se Hi Lag Jata Hai Dil.
~Akhir Dil Itna Nadan Kyu Hai ?.
~HIREN PATEL~
Teri aashiqi mein har hadh se guzar jayenge
Tu jitna bhulegi utna tuje yaad aayenge
Dekh lena meri maut ke baad a-jaan-e-man
Tu bulayegi jb b hum kabar chodke aayenge
Tadap jo is dil main hai wo mitegi tere aaane se
Nasha jo teri aankho main hai wo kya milega paimaano se
Zindagi ke is mod pe ruka hun tere intezaar main
Tanhaaiyon ka ye safar koi kya pooche is dewaane se..