Dil Me Aap Ho Aur Koi Khass Kaise Hoga,
Yaado Me Aapke Siva Koi Paas Kaise Hoga,
Hichkiyan Kehti Hain Aap Yaad Karte Ho,
Par Bologe Nahi To Hume Ehsas Kese Hoga.
Jeene Ke Liye Yaadon Ka Qafila Bahut Hai,
Khwabon Ka Ek Silsila Hi Bahut Hai,
Yaad Rakho To Dil Ke Paas Hai Hum,
Aur Agar Bhool Jao To Faasla Bahut Hai.
Mein Aadat Hu Uski Wo Jarurat H Meri,
Mein Farmaish Hu Uski Wo Ibadat H Meri,
Itna Assan Nahi Use DIl Se Nikal Pana,
Mein Khwab Hu Uska Aur Wo Haqiqat H Meri.
Har Subah Ki Dhoop Kuch Yaad Dilati Hai,
Har Phool Ki Khushbu Ek Jaadu Jagati Hai,
Tumhe Chahu Na Chahu Phir Bhi Mujhe,
Subah-Subah Aapki Yaad Aa Hi Jaati Hai.
Bahut Koshish Ki Magar Usko Bhulaya Na Gaya,
Uski Yaado Ko Iss Dil Se Mitaya Na Gaya,
Idhar Unka Gam Tha, Udhar Sata Raha Tha Zamana,
Zindagi Mujhko Tujhe Awaaj Deke Bulaya N Gaya.
Kyu Unki Khamoshi Mujhe Khamosh Kar Jaati Hai,
Kyon Unki Udaasi Mujhe Udaas Kar Jaati Hai,
Kya Rishta Hai Unka Mera,
Jo Mujhe Unki Yaad Har Pal Aa Jati Hai.
Kaise Apne Aap Se Mujhe Juda Kar Paoge,
Mere Jaane Par Tum Bhi Aansu Bahaoge,
Yaad Hum Karna Chod De Tumhe,
Soch Kar Btana Kya Tum Hum Bin Muskura Paoge.
Aapki Yaad Ne Di Hai Nayi Zindagi Humko,
Pyar Mein Judai Ka Zindagi Bhar Ka Dard Diya Humko,
Hum To Chahte Rahe Zindagi Bhar Aapko,
Aur Aapne Zindagi Mein Yeh Kaise Mod Pe La Diya Humko.
#पागल#:yum: Tu:woman_tone1: तो #SMILE#:blush: दे कर भुल:rolling_eyes: "जाती":comet: है...।:sparkles:"लेकिन":zzz: #हम#:boy_tone1: तो उसी:point_up_2_tone1:#SMILE#:blush: को #याद#:thinking: कर के जिया:kissing_heart: "करते" है...।:revolving_hearts:
Hume Ab Kho Ke Kehta Hai Mujhe Tum Yaad Aate Ho,
Kisi Ka Ho Ke Kehta Hai Mujhe Tum Yaad Aate Ho,
Tamaam Umar Diye Hain Usne Dukh Mere Dil Ko,
Wo Hi Ab Roo Ke Kehta Hai Mujhe Tum Yaad Aate Ho.
Pehle Kabhi Yaado Me Tanhai Na Thi,
Kabhi Dil Pe Madhosi Chayi Na Thi,
Jaane Kya Asar Kar Gayi Aapki Baate,
Warna Iss Tarah Kabhi Yaad Kisi Ki Aayi Na Thi.
Pta h ki MISS U kitna dard
bhra word he?
M- mushkil hota h
I- Intjar karna
S- sari jindagi
S- sanse lena
U- uske bina jise hm bahut chahte he :*
I realy MissU
Ankhoon main rehne waloon ko yad nahi karte.....
dil main rehne waloon ki baat nahi karte...
humari to rooo main bass ghye ho aap ...
tabhi to aap se milne ki fariyad nahi karte....
Missing You.
Armaan mere raiza raiza hogaye hain,
Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga,
Dil is tarah say aaj jalaya hai kisi ne,
Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain,
Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain,
Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain,
Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
Sometimes I forget 2 say hi,
sometimes I forget to reply,
sometimes my msg doesn’t reach u,
but it doesn’t mean I forget u.
I”m just giving u time to Miss me