sapne hain yadain hai or bahut kuch,
tum ho tumhari batain hain or bahut kuch,
.
nahi chahtay hum tum ko bhulana,
magar dori hai ek majbori hai or bahut kuch
.
I miss u.
#पागल#:yum: Tu:woman_tone1: तो #SMILE#:blush: दे कर भुल:rolling_eyes: "जाती":comet: है...।:sparkles:"लेकिन":zzz: #हम#:boy_tone1: तो उसी:point_up_2_tone1:#SMILE#:blush: को #याद#:thinking: कर के जिया:kissing_heart: "करते" है...।:revolving_hearts:
Kabhi Dil-E-Gam Se Tumhari Mulaqat Na Ho,
Udhas Rehna Pade Aisi Koi Baat Na Ho,
Koi Galti Hui Ho Kabhi To Hume Maaf Kar Dena,
Mile Jab Bhi Waqt To Bas Hame Yaad Kar Lena.
Wo Apni Sari Nafratain Mujh Pe Luta Raha,
Mera Dil Jisko Sada Chahta Raha,
Uski Aadat Ka Zara Ye Pehlu To Dekho,
Mujhse Kiye Wadde Kisi Aur Se Nibhata Raha.
Kuch Khabar Na Thi K Wo Shaks Kya Chahta Tha,
Ki Taluq Tod Kar Bhi Wo Mujhko Baar Baar Azmata Raha,
Toote Hue Taluq Mai Bhi Kitni Mazbooti Thi,
Main Jitna Bholnw Ki Koshish Karta Wo Utna Hi Yaad Aata Raha.
Dil karta hai,1 patthar loon,
aur uss par pyar se likhoon,i miss u..
Aur phir kheench ke maroon tere sar pe,
tab pata chale,kitna dard hai teri yaad mein..
Kahin Wo Mile To Use Kehna Ke Laut Aao,
Kisi Ki Batain, Kisi Ki Yaadain, Kisi Ki Raatain,
Tum Bin Bohat Adhuri Hain,
Laut Aao K Koi Tum Bin Pal Pal, Har Pal,
Har Aaj Or Har Kal Tanha Hai,
Loat Aao Ke Tumhare Na Hone Se,
Kisi Ki Aankhon Mei Nami Or, Zindagi Mei Kami Bohat Zyada Hai,
Kahin Mile To Use Kehna Ke Laut Aao, Bus Ab Lot Aao.
Suno..
Jab Log Poochte Hyn
K Kon Hy Jo
Tmhare Lafzo’n Main Bolta Hai
Tou Kia Kahoon Unse
Wo hi Jo Har Call Par
“I Miss U”
Keh Ker Mjhe
Bhool jata Hai..
Na Door Rehne Se Dosti Ke Riste Toot Jate Hai,
Na Pass Rehne Se Jud Jate Hai,
Ye To Ehsaas Ke Pakke Bandhan Hai,
Issi Liye Aap Hume Or Hum Aapko Yaad Aate Hai.
:heart::wink:.तुम :princess: Online :point_left: होते हुए भी :black_nib: मेसेज नही करते । हम :angel: तो :point_right: हीचकि आने पर भी :signal_strength: Data ON :point_up: कर देते हैं..:broken_heart:!!:pensive: :kissing_heart:ऐसा नहीं है की दिन :sun_with_face: नहीं ढलता या रात :crescent_moon: नहीं होती,:heart_eyes: :heart_eyes:सब अधूरा सा लगता है :disappointed: जब तुमसे :point_right: बात नहीं होती
I Wanna Hug You Tight,
I Wanna Kiss Your Lips,
I Wanna Make You Feel Wanted,
I Wanna Call You Mine,
I Wanna Hold You Forever,
Miss You, My Sweetheart!....
Baaton Mein Teri Hum Madhosh Ho Gaye,
Itne Khoye Tujh Mein Ki Khamosh Ho Gaye,
Aaj Kuch Iss Tarah Hamne Jaam Pee Liya,
Ki Teri Yaad Mein Hum Behosh Ho Gaye.
Phul Gir Sakte Hai, Par Khusbu Nahi,
Chand Dub Sakta Hai, Par Tare Nahi,
Nadi Sukh Sakti Hai, Par Sagar Nahi,
Aap Ko Duniya Bhul Sakti Hai Par “HUM” Nahi.