• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Kaise Bhula Dun Main Teri Yaad, Ab To Mumkin Nahi Bhulana Teri Yaad, Kabhi The Ham Divana Tere Naam Ke, Aaj Teri Chahat Ne Kiya Hame Barbaad.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jab Dosti Ki Dastaan Waqt Sunayega, Hum Ko Bhi Koi Shaqs Yaad Ayega , Tab Bhool Jayenge Zindagi Ke Gamon Ko, Jab Aap Ke Saath Guzra Waqt Yaad Ayega.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaadon Mein Hum Rahe Ye Ehsaas Rakhna, Nazron Se Door Sahi Dil Ke Paas Rakhna, Ye Nahi Kehte Ke Sath Raho, Dur Sahi Par Hume Yaad Rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • when i close my eyes before sleeping i watch u in the dark, When im sleeping i watch u in my dreams, When i open my eyes i found u before my eyes.. And then I start Missing u for all the Day...
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Aati Hai Tumhari Ya Yaad Me Tum Ho, Ye Khuwab He Tumhara Ya Khwab Bhi Tm Ho, Me Nhi Janta Bs Itna Bta Do, Mujh Me Jaan Hai Tumhari Ya Meri Jaan Me Tum Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Mein Teri Ankhe Bharta Hai Koi, Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi, Maut To Aisi Cheez Hai Jisko Aana Hi Hai, Lakin Teri Judai Mein Har Roz Marta Hai Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Thukra De Koi To Dil Toot Jata Hai, Toot Jati Hai Yaade Jab Koi Apna Samjh Nahi Pata Hai, Sach Kehte Hai Duniya Wale, Insaan Sabse Jeet Kar Akhir Apno Se Haar Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har aahat ehsas hamara Dilaegi, har hawa qissa hamara sunaegi, Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me, na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi. I miss u, do u?
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • दिन :sunrise_over_mountains: छोटे और रातें :night_with_stars: लंबी हो चली है,
    मौसम ने यादों का वक़्त :stopwatch: बढ़ा दिया.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS , Whatsapp Status
  • आप लोगों :couple: की याद :thought_balloon: ही तो एक :point_up: ऐसी चीज है, :point_up: जो ना चाहते :negative_squared_cross_mark: हुए भी आ ही जाती है ।।
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • If you wanna know how much i miss you, try to catch rain drops. The one you catch is how much you miss me and the one you miss is how much I MISS YOU!
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Itni Shidat Se To Barsaat Bhi Kam-Kam Barse, Jis Tarha Aankh Teri Yaad Main Cham-Cham Barse, Minatien Kaun Kare Ek Gharonde Ke Liye, Keh Do Badal Se Barasna Hai To Jam-Jam Barse.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tanhai Ki Hawa Jism Ki Dawa Ban Gayi, Duri Unki Meri Chahat Ki Saza Ban Gayi, Kaise Bhulu Unko Ek Pal Ke Liye, Jab Yaad Unki Mere Jine Ki Wajah Ban Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaaden Aansu hoti to chalak jati, Yaaden likhawat hoti to padhi jati, Yaaden to zindgi me basa wo ehsas hai, Jo lakh kosiso ke baad bhi lafzo me nahi simat pati..
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dil Se Kuch Dair Usko Juda Rakhu, Mere Bas Mein Nahi Mai Usko Khafa Rakhu, Nahi Hai Kuch Bhi Mere Dil Mein Siva Uske, Mai Usko Bhula Du To Yaad Kya Rakhu.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jabse apko jaana he,jabse apko paaya he, Har dua me apka naam aaya he, Dil karta he puchu us rabse tune itna pyara yaar, kya sirf Mere liye he banaYa he.? I Mis U.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Woh Hamare Dil Ke Kareeb Aate Rahe, Aur Nazron Se Door Jate Rahe, Woh Kisi Ke Khwaab Mein Sote Rahe, Aur Hum Unki Yaad Mein Raat Bhar Rote Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dooriyan Se Risthe Tuta Nahi Karte, Waqt Ki Kami Se Lamhe Chuta Nahi Karte, Milte H Kuch Aise Shaqs Jindagi Mein, Jinse Naate Kabhi Tuta Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Zindagi Ke Safar Ko Lafzo Mein Piroya Hai, Apni Har Ghazal Ko Dard Me Bhigoya Hai, Aaj Wah Wah Na Kehna Mere Yaaro, Kyu Ki Aaj Fir Ye Dil Kisi Ki Yaad Me Roya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS