• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Hum Usse Bhula Kar Nahin Jee Sake Hum Usse Yaad Rakh Kar Bhi Nahin Jee Sake Marr Jaate Unke Bina, Par Unki Baaho Ke Bina Marr Bhi Na Sake Miss you.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kuch Aansu Hote Hain Jo Behte Nahi, Log Pyar Bina Duniya Me Rehte Nahi, Hum Jante Hain Unhe Bhi Aati Hai Humari Yaad, Par Jane Kyu Hamse Wo Kehte Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kis Liye Itni Saza Dete Hai Wo, Karte Hai Yaad To Kabhi Bhula Dete Hai Wo, Ajeeb Hai Unke Pyar Ka Silsila Yaaro, Khushi Aur Kabhi Apni Yaad Me Rula Dete Hai Wo.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kuch Meethe Pal Yaad Aate H, Palko Par Aansu Chod Jate H, Kal Koi Bhul Jaye To Hume Na Bhul Jana, Pyar Ke Risthe Humesha Kaam Aate H.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Umar Ki Rah Me Raste Badal Jate Hain, Waqt Ki Aandhi Me Insan Badal Jate Hain, Sochte Hai Tumhe Itna Yaad Na Kare, Lekin Aankh Band Karte Hi Irade Badal Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Nigaah Mein Base Ho Zara Khayal Karna, Agar Waqt Mil Jaye To Yaad Karna, Hame To Aadat Hai Aapko Yaad Karne Ki, Aapko Hichki Jo Aaye To Maaf Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bahane bahane se teri baat kiya karte h, Har din har pal tujhe yaad kiya karte h, Itni baar to aap saans b na lete honge.. Jitni bar hum aapko yaad kia karte h!
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aur Kuch Nahi Chahiye Ek Muskan Hi Kafi Hai, Dil Main Bas Ek Tamanna Hi Kafi Hai, Tamanna Hai Ye Ki Aap Sada Kush Raho, Hume Yaad Rakhna Ye Ehsaan Hi Kafi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • In Aakhon Ka Jab Bhi Sabab Aaya, Har Gujra Huaa Lamha Yaad Aaya, Dil Se Bhula To Chaha Bahut Usee, Magar Aakhon Me Aashu Har Waqt, Uski Yaado Ka Pigam Laya.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Yaad Mein Uski Yaad Rehti Hai, Meri Aankho Ko Uski Talash Rehti Hai, Kuch Tum Bhi Dua Kiya Karo Dosto, Dosto Ki Fariyad Me Khuda Ki Hami Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kitna bhi chaho na bhool pao ge Hamain, Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri, Magar kya sapno se juda kar pao ge Hamain.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Chahe To Hame Dil Se Mita Dena, Chahe Tho Hame Dil Se Bhula Dena, Magar Aaye Jo Kabhi Meri Yaad, Tum Najre Jhuka Kar Bas Mera Naam Lena.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Na Koi pal subah hai na koi lamha sham hai, har pal har lamha aap ke naam hai, ise sirf SMS na samjh lena ye hamari taraf se aapko Miss "YOU" ka paegaam hai...
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Hichikiyo Se Ek Baat Ka Ehsaas Hota Hai, Ki Shayad Koi Humhe Bhi Yaad Karta Hai, Beshak Milne Naa Aaye Kabhi Par , Char Lamhe Hi Sahi Ham Par Barbad To Karta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Coffee ke cup se uthte dhuye me tumhari tasveer nazar aati hai, aur inhi kahaylon mein kho kar aksar meri coffee thandi ho jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dard ko hamdard na mila, Shauk ko maut na mili, is liye Dard ko qaid kia shauk ko azaad kia, Ham se jis tarah bana, hum nay tujhey yaad kia
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Log Apne Bhi Hote Hain Paraye Bhi, Dilo Me Hoti Hai Sagar Jaisi Gehrai Bhi, Is Umeed Se Karte Hain Sms Apko, Ki Aap Padhein Aur Hume Yaad Karke Muskuraye Bhi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Aata Hai Mujhe Wo Pyar Jtana Aapka, Yaad Aata Hai, Mujhe To Bahane Aapka, Yaado Ki Ye Bijliya Mujhpe Kehar Dhone Lagi, Yaad Aata Hai Mujhe Wo Gungunana Aapka.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bulna Bhi Chaho, To Na Bhul Paoge, Hum Se Jitna Door Jaoge Nazdik Paoge, Mita Sakte Ho To Mita Do Yaadein Meri, Kya Juda Kar Paoge Sapno Se Humein.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS