• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Sunehri dhoop barsaat k baad, Thori si hansi her baat k baad, Jaisay aati hay subha her raat k baad, Hum aap ko yaad kertay hain her sans k baad..
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • यादें अक्सर होती हैं सताने के लिए; कोई रूठ जाता है मनाने के लिए; रिश्ते निभाना कोई मुश्किल तो नहीं; बस दिलों में प्यार चाहिए उसे निभाने के लिए।
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se, Dil Maanta Nahi Kisi Ke Samjhane Se, Rook Jati Hai Dhadkane Aapko Bhool Jane Se, Isliye Aapko Yaad Karte Hai Jeene Ke Bahane Se.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Baat Samjhane Ke Liye Nahi Hoti, Zindagi Aksar Kuch Paane Ke Liye Nahi Hoti, Yaad Aksar Aati Hai Aapki, Par Har Yaad Jatane Ke Liye Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Mein Aadat Hu Uski Wo Jarurat H Meri, Mein Farmaish Hu Uski Wo Ibadat H Meri, Itna Assan Nahi Use DIl Se Nikal Pana, Mein Khwab Hu Uska Aur Wo Haqiqat H Meri.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri Yaadon Ke Chiragon Ko Jalaya Har Shaam, Teri Baato Ko Seene Se Lagaya Har Shaam, Mangi Khuda Se Teri Khushi Ki Duayein Hazar, Tanha Baith Ke Haatho Ko Uthaya Har Shaam.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Mujhe Ishq Mein Dil Lagana Nahi Aata, Kisi Ki Yaad Mein Aansu Bahana Nahi Aata, Hausla To Bhut Hai Mujh Mein Kisi Ko Chahne Ka, Bas Mujhe Is Hausle Ko Aazmana Nahi Aata.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Aata Hai Mujhe Wo Pyar Jtana Aapka, Yaad Aata Hai, Mujhe To Bahane Aapka, Yaado Ki Ye Bijliya Mujhpe Kehar Dhone Lagi, Yaad Aata Hai Mujhe Wo Gungunana Aapka.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kahin Wo Mile To Use Kehna Ke Laut Aao, Kisi Ki Batain, Kisi Ki Yaadain, Kisi Ki Raatain, Tum Bin Bohat Adhuri Hain, Laut Aao K Koi Tum Bin Pal Pal, Har Pal, Har Aaj Or Har Kal Tanha Hai, Loat Aao Ke Tumhare Na Hone Se, Kisi Ki Aankhon Mei Nami Or, Zindagi Mei Kami Bohat Zyada Hai, Kahin Mile To Use Kehna Ke Laut Aao, Bus Ab Lot Aao.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Meri Baato Ko Jhoot Mat Samjhana, Yaad Aati Hai Bahut Jaldi Milne Ki Dua Karna, Jee Raha Tha Aapke Naam Par, Agar Marr Jaun To Bewafa Mat Samjhana.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Phul Gir Sakte Hai, Par Khusbu Nahi, Chand Dub Sakta Hai, Par Tare Nahi, Nadi Sukh Sakti Hai, Par Sagar Nahi, Aap Ko Duniya Bhul Sakti Hai Par “HUM” Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri Yaad Mein Bahut Paigam Likthe Hai, Teri Yaad Me Gujri Wo Sham Likthe Hai, Wo Kalam Bhi Teri Deewani Ho Jati Hai, Jis Se Tera Naam Likthe Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaadon Mein Hum Rahe Ye Ehsaas Rakhna, Nazron Se Door Sahi Dil Ke Paas Rakhna, Ye Nahi Kehte Ke Sath Raho, Dur Sahi Par Hume Yaad Rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Zindagi Ke Safar Ko Lafzo Mein Piroya Hai, Apni Her Ek Ghazal Ko Dard Me Bhigoya Hai, Gujarish Hai Aapse Ki Aaj Wah Wah Na Kehna, Kyuki Ye Dil Aaj Phir Kisi Ki Yaad Me Roya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi Kabhi, Zindagi Lagti Hai Bejan Kabhi Kabhi, Samajh Aaye To Hume Bhi Batana, Kyon Karti Hai Yaadein Pareshan Kabhi Kabhi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • when the looks blue “I MISS U” when the dreams come true “I MISS U” when the flowers covered with dew “I MISS U” when the day comes new “I MISS U”
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kabhi Sapno Me Hi Sahi Kisi Roz Tumse Mulakat To Ho, Kuch Kam Hi Sahi Is Guzarti Zindgi Ki Koi Yaad To Ho, Kabhi Dhoke Se Hi Sahi Kisi Bahane Tumse Bat To Ho, Bhale Pal Bhar Ke Hi Liye Sahi Meri Jaan Mere Sath To Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ankhoon main rehne waloon ko yad nahi karte..... dil main rehne waloon ki baat nahi karte... humari to rooo main bass ghye ho aap ... tabhi to aap se milne ki fariyad nahi karte.... Missing You.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaaz Likhta Hun, Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hun, Rukte Nahi Hai Meri Aankhon Se Aansu, Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dard De Gaya Sitam Bhi De Gaya, Zakham Ke Sath Marham Bhi De Gaya, Do Lafzo Se Kar Gaye Wo Apna Dil Halka, Aur Mujhko N Rone Ki Kasam De Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS