• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Hum Se Door Ho Kar Bhi Humare Paas Ho, Humari Suni Zindagi Ki Aas Ho, Kaun Kehta Hai Humse Bichhad Gaye Ho Tum, Tumhari Yaadon Ke Roop Mein Humari Saanso Me Bas Gaye Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tumhari hansi kabhi kam na ho, yeh aankh kabhi nam na ho. tum ko milay zindagi ki har khushi, bhalay is khushi main hum na hon. "I MISS YOU"
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • आप लोगों :couple: की याद :thought_balloon: ही तो एक :point_up: ऐसी चीज है, :point_up: जो ना चाहते :negative_squared_cross_mark: हुए भी आ ही जाती है ।।
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaadon Ki Keemat Wo Kya Jane, Jo Khud Yaadon Me Mita Diya Karte Hai, Yaadon Ka Matlab To Unse Pucho, Jo Yaadon Ke Sahare Hi Zindagi Jiye Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har subah ki dhup kuch yaad dilati hai, Har phool ki khushbu ek jadu jagati hai, Chaho na chaho kitna v par, Aapki yaad aa hi jati hai!
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aaj Bhigi Hai Palke Kisi Ki Yaad Me, Akash Bhi Simat Gaya H Apne Aap Me, Os Ki Bunde Aise Bikhri Hai Jameen Pe, Mano Chand Bhi Roya Ho Unki Yaad Me.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag Hai, Uske Sath Hui Har Mulaqat Alag Hai, Har Shaqs Mujhe Tanha Chod Ke Chala Gaya, Magar Mere Uss Yaar Ki Har Baat Alag Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag H, UskE Sath Hui Har Mulaqat Alag H, . Har Sakash Meri Zindagi Chu Kar Gya, Magar Mere Us Dost Ki Har Baat Alag H.....
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Khayal Mein Aata Hai Jab Uska Chehra, To Labo Pe Aksar Fariyaad Aati Hai, Hum Bhool Jaate Hai Uske Saare Sitam, Jab Uski Thodi Si Mohabbat Yaad Aati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Pta h ki MISS U kitna dard bhra word he? M- mushkil hota h I- Intjar karna S- sari jindagi S- sanse lena U- uske bina jise hm bahut chahte he :* I realy MissU
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Uska Khayal Ab Na Mere Dil Me Ayega, Wo Bhi To Kuch Dino Me Mujhe Bhool Jayega, Royega Wo Karke Yaad Meri Wafaon Ko, Wo Shaqs Jab Kisi Aur Se Dil Lagayega.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri Berukhi Ko Bhi Rutba Diya Humne, Pyar Ka Har Farz Bhi Ada Kiya Humne, Mat Soch Ke Hum Bhul Gaye Hai Tujhe, Aaj Bhi Khud Se Pehle Tujhe Yaad Kiya Humne.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jab Bhi Kuch Sochta Hu Teri Yaad Aa Jati Hai. Bethe Bethe Ankhe Meri Namm Ho Jati. Dil Rota Hai Par Tu Na Aati Hai. Bs Teri Yaad Hi To Hai Jo Mujhe Har Baar Rula Jati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kisi din hum guzra hua kal ban jayenge.. Pehle har roz kisi ko, Phir kabhi-kabhi kisi ko, Fir kabhi na kabhi, Fir kabhi na kisi ko.. yaad ayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ye Jo Uth Aaya H Tufan Na Jane Kis Aur Se, Mera Yaar Bhi Roo Raha Hoga Badhi Jor Se, Aati To Hogi Use Bhi Meri Yaad, Warna Na Peeta Wo Sharab Itne Shok Se.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ek Din Is Duniya Se Hum Chale Jayenge, Par Aapke Dil Me Apni Yaade Chod Jayenge, Kbhi Muskuraoge To Kbhi Aansu Baahaoge, Hum Pyar Ki Aisi Kahani Chod Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Thora sa dil ko udas kr lia karo . Humsy door hone ka ehsas kar lia karo, . Hamesha hum hi yad karty hain apko, . Kabhi ap b humein yaad kar liya karo.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS