• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Duniya Me Yaad Badi Khaas Hoti Hain, Door Hote Hue Bhi Paas Hoti Hain, Yaad Karne Ki Koi Vajah Nahi Hoti, Yaad To Ristho Ke Bich Ka Ehsas Hoti Hain.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri Yaadon Ke Chiragon Ko Jalaya Har Shaam, Teri Baato Ko Seene Se Lagaya Har Shaam, Mangi Khuda Se Teri Khushi Ki Duayein Hazar, Tanha Baith Ke Haatho Ko Uthaya Har Shaam.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Teri Yaadon Ke Bikhre Tukde Bun Kar, Guzre Lamho Ki Tasveer Bana Loon, Apni Har Khushi Tere Naam Likh Ke, Tere Dukho Ko Apni Taqdeer Bana Loon.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Neend ne aankho se jo palko ko uthtya hai koi hai jo dil ko bahut yad aya hai waise to yaad apki roz hi ati Hai lakin aaj to jese koi tufan aya h MISS U.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Wo Waqt Wo Lamhe Ajib Honge Duniya Me. . HUM Bhi Khushnasib Honge. . Dur Se Jab Itna Yaad Karte Hai Apko. . Kya Hoga Jab "HUMTUM" Karib Honge. . I Miss U. .
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • कितनी अजीब है मेरे अन्दर की तन्हाई भी.. # # # $ # हजारो अपने है मगर याद तुम ही आते हो...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jaha Yad Na Aye Wo Tanhai Kis Kam Ki, Bigde Rishte Na Bane To Khudai Kis Kam Ki, Beshak Apni Manzil Tak Jana H, Par Jaha Se Apne Na Dikhe Wo Uchai Kis Kaam Ki.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tum Has Do To Mujhe Bhi Hasi Aati Hai, Tum Hi To Ho Jo Mujh Ko Bhaate Ho, Rota Hai Dil Tujhse Milne Ko, Kaise Bataun Tum Kitna Yaad Aate Ho.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Everyday, Everywhere, Everytime, I May Not Be With You. My Thinking, My Care, My Msgs, My Prayers And My Lovely Wishes Are Always With You..
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har kisi k liye yu hum wish nahi karte, Ye Bat yahi pe hum finish nahi karte, Agar hmara msg na aye to ye mat sochna k Hum apko miss nahi karte… I Love You.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Apne Dil Ki Baat Hum Sirf Aapse Kehte Hai, Bin Aapke Hum Bilkul Khush Nahi Rehte Hai, Jab Kabhi Aati Hai Yaad Hume Aapki, Hamari Aankhon Se Aansuo Ke Salab Behte Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ummeed Aisi Ho Jo Manjil Tak Le Jaye, Manjil Aisi Ho Jo Jeena Shiklaye, Jeena Aisa Ho Jo Ristho Ki Kadar Kare, Risthe Aise Ho Jo Yaad Karne Ko Majboor Kare.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Tamam gamo ko bhul jane ko ji karta hai, Ab ek baar muskurane ko ji karta hai, Bahut jiya yaadon ke sahare, Ab apke paas aane ko ji karta hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaaron ki yaari pe shak nahi karty, Jab DON msg karta hai to Bak Bak nahi karty, Pareshan karty ho jab DON busy hota hai, Ab jab DON free hai to SMS nahi karty.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • na wo sapna dekho jo toot jaye.. na wo haath thamo jo choot jaye... mat aane do kisi ko b itne kareeb k usk door jaane se aap rooth jaye...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kyun Aapki Khamoshi Mujhe Khamosh Kar Jati Hai, Kyun Aapki Udaashi Mujhe Udas Kar Jati Hai, Kya Rishta Hai Mera Aur Aapka, Jo Har Pal Aapki Yaad Aa Jati Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • आप लोगों :couple: की याद :thought_balloon: ही तो एक :point_up: ऐसी चीज है, :point_up: जो ना चाहते :negative_squared_cross_mark: हुए भी आ ही जाती है ।।
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Intezaar Ke Lamhe Sholey Mein Badalne Lage Hain, Hum Unka Intezaar Karne Lage Hain, Woh Aayi Nahi Abhi Tak Samay Bahot Ho Gaya Hain, Ab To Hum Ghadi Se Bhi Sharminda Ho Gaye Hain….
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS