Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.
Toh kya huwa agar hum tumhe paa na sake,
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota."
Kuch Aansu Hote Hain Jo Behte Nahi,
Log Pyar Bina Duniya Me Rehte Nahi,
Hum Jante Hain Unhe Bhi Aati Hai Humari Yaad,
Par Jane Kyu Hamse Wo Kehte Nahi.
A RAINDROP MAY LOOK TOO SMALL TO EYES BUT SOME WHERE A FLOWER AWAITS ITS FALLS.....
A SMALL SMS MAY SEEM TOO SMALL TO YOU BUT SOME WHERE A HEART REMEMBERS YOU....
I MISS YOU.....
Missing you is my hobby,care for you is my job.
make you happy is my dream pray for you is my duty and
remembering you is my nature....
totally i miss you.
Apne Dil Ki Baat Hum Sirf Aapse Kehte Hai,
Bin Aapke Hum Bilkul Khush Nahi Rehte Hai,
Jab Kabhi Aati Hai Yaad Hume Aapki,
Hamari Aankhon Se Aansuo Ke Salab Behte Hai.
Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain,
Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain,
Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain,
Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain...
:heart::wink:.तुम :princess: Online :point_left: होते हुए भी :black_nib: मेसेज नही करते । हम :angel: तो :point_right: हीचकि आने पर भी :signal_strength: Data ON :point_up: कर देते हैं..:broken_heart:!!:pensive: :kissing_heart:ऐसा नहीं है की दिन :sun_with_face: नहीं ढलता या रात :crescent_moon: नहीं होती,:heart_eyes: :heart_eyes:सब अधूरा सा लगता है :disappointed: जब तुमसे :point_right: बात नहीं होती
Udas nazron mein khawab milen ge,
Kahin kante to kahin Gulab milen ge,
Mere DIL ki kitab ko apni nazr se parh kar dekho,
Kahin aap ki yad to kahin aap milen ge.
Haal-E-Dil Kuch Iss Tarah Hamara Hai,
Yaad Aap Ko Din Me Na-Jane Kitni Bar Kiya Hai,
Jab Na Aaye Kabhi SMS Aap Ka To,
Purana SMS Hi Padh Kar Kiya Humne Guzara Hai.
I miss the touch of your hand in mine.
your love warms me like the morning sun shine.
I miss your breath on my ear as we embrace.
I miss the softness of your cheek when I touch your face.