Santa: sister muje 1 bottle blood de do.
Nurse: Blood group bolo.
Santa: koi b chalega.
Nurse: kaise chalega?
Santa: Girl friend ko Love Letter likhna hai.
faaadu santa. . .
.
Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha Tha,
Ke Phone Aa Gaya.
Maine Jaldi mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Ko Laga Li
.
... .
.
.
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi
Phone Karna Tha Na...
Santa Toilet Gaya To Diwar Per Likha Tha,
"Duniya Chaand Per Phuch Gai Hai,
Aur Tum Yaha Baitho Ho?"
Santa Ne Likh Diya,
"Bas Ye Kerke,
Me Bhi Jaa Rhaa Hun."
संता (बंता से)- आज पार्टी किस खुशी में?
बंता (संता से)- मेरा स्कूटर खो गया है।
संता- तो..
बंता- शुक्र मानो मैं उस पर नही बैठा था वरना मैं भी गुम हो जाता।
Santa Ko Fasi Sunakr Juj bola Akhri Bar Kise Milna Chahoge
Santa-Bv Se
Judge-Ma bap Se Nhi
Santa-Ma-bap to Agla Jnm Hote Mil Jaege,Bv K Lie 21 saal wait krna padega
Santa bar bar apni windows ka
Pasword bhool jata
tha.
Aik baar usne socha mein apni
windows ka pasword
kya rakhon jo kabhi na bholun.
Usne pasword rakha INCORRECT ...
Ab jab bhi wo ghalat pasword enter
karta
Computer usey khud bata deta
"Ur pasword is Incorrect"
Santa Rocked
Computer Shocked
Santa In Bmw At Petrol Pump:
5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do.
Pump Wala (Gusse Me):
Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai?
Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle,
Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Oh ho santa
Santa G Dukandar Se.
1 Asli 7up Do. 7up Peeney K Baad,
Santa G Ne 6 Dakar Mare Aur 1 Paad Mara.
Dukandar Se Bola,
Yeh Naqli Hy,
7up Nahe,
6up,
1 Down Hay
Gurdas Maan: Santa ji,aapke bhai ki shaadi mein kitne gaane gaane hain,
us hisab se rate lagega?
Santa: 2-3 gaa kar prg shuru kar dena,
baad mein sharabi baraat ne generator ki awaaz par hi naachte rehna hai.