Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!
Banto: Maa Ki Baat Manti To Aaj Ye Din Dekhne Ko Nahi Mila. Kitna Mana Kiya Tah Ki Tum Jaise Nikatu Se Shadi Na Karu. Banta: Sach Pathar Padhe Meri Akal Par. Mein Uss Bhali Aurat Ke Bare Mein Yuhi Soctha Raha Ki . Weh Mujse Chidti H. :smirk::smirk::smirk::smirk::smirk:
Ek Baar Teacher Class Mein Student Se Poochti Hai.
Teacher: “Bacho Batao, Kissne Chand Par Pehla Kadam Rakha Tha?”
Santa: “Mam, Neil Armstrong Ne”
Teacher: “Aur Doosra?”
Santa: “Hadd Karte Ho Mam Aap Bhi, Vo Langra Thode Tha, Dusra Kadam Bhi Usne He Rakha Hoga“
संता- ये नया मोबाइल कब लिया?
बंता- लिया नहीं.. गर्लफ्रेंड का उठाया है।
संता- क्यों?
बंता- वो रोज कहती है कि तुम मेरा फोन नही उठाते..
आज मौका देखकर उठा लिया।
Santa In Bmw At Petrol Pump:
5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do.
Pump Wala (Gusse Me):
Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai?
Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle,
Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Oh ho santa
Santa Sitting On Roadside,
Banta Asks Y R U Wasting Time?
Santa:Im Taking Revenge.
Banta:How?
Santa:Waqt Ne Mujhe Barbad Kia
He,Ab Mein Waqt Brbad Kar Raha
Hu…
Santa was busy removing a wheel from his auto.
A man asks Santa why are you removing a wheel from your auto.
Santa- Cant you read the board.Parking is only for 2 wheeler.
Santa loan lene k liye bank gya.
Bank k ek postar par likha tha ki " Hamre yaha Sone par loan Milta hai "
santa bank me so gya .
Gard ne santa ko uthaya or bola bank me kyu so rahe ho ?
Santa: loan k liye.
Santa Baar Baar Apne Santan Ke,
Khushnasibi Ki Duaa Maangta Tha...
Aisa Vo Kai Saalo Se Kar Rha Tha :D
.
.
One Day Ek Farishta Aaya Uske Pass
Or Bola
.
Bhagwaan Ke Liye Bhaii.
Pahle Tu Shadi To Kar.
Santa park me baitha tha.
Friend : Kya kar raha hai ?
Santa : Badla le Raha hu !
Frnd : Kaise?
Santar : Waqt Ne mujhe barbad kiya hai,
Ab me waqt barbad kar raha hu
Sir-"Samundar Mein Nimbu ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?"
Santa-"Chidiya Bankar."
Sir-"Admi ko Chidiya Tera Baap banayega!"
Santa-"Samundar Mein Ped Aapk baap lagayega!"
Santa kumbh k mele me pray kar raha tha...
.
.
Hey prabhu nayay karo..
.
.
Hey prabhu nayay karo...
.
.
.
.
Hamesha Bhai-Bhai bichadte hai
kabhi pati-patni pe bhi to try karo...