Santa toilet gaya to
diwar per likha tha,
"duniya chaand per
phuch gai hai, aur tum
yaha baitho ho?"
Santa ne likh diya,
.
.
"bas ye kerke, me bhi
jaa rhaa hun."
Santa says: Duniya Ka hr
ek Insan Apne Paav Bhigoye Bina
Shyad Smundar Paar Kr Skta H,
Lekin Ankhe Bhigoe Bina
"Pyar" Nhi Kr Skta..
Aaj Santa Serious H. Plz..!......
Sir-"Samundar Mein Nimbu ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?"
Santa-"Chidiya Bankar."
Sir-"Aadmi ko Chidiya Tera Baap banayega!"
Santa-"Samundar Mein Ped Aapka baap lagayega!"