Santa was kissing A Blank Paper,
Banta: ye kya hai?
Santa: meri Girl Friend ka love letter.
Banta: but ye to khaali hai,
Santa: Aaj kal bol-chal bnd hai
Class Mein Teacher Santa Se Kehti Hai.
Teacher: "Tumhare Papa Ka Kya Naam Hai?"
Santa: "Google Singh"
Teacher Hairani Hote Hue: "Yeh Kesa Naam Hai?"
Santa: "Bus Mein Jahaan Bhi Jaun Mujhe Doond Lete Hai.
Santa court mein judge se:
Aaj tak meri itni insult nahi hui,
meri nai padson ne mujhe nahate hue dekh lia he!
Judge: to tum kya chahte ho?
Santa: Badla.
Santa Baar Baar Apne Santan Ke,
Khushnasibi Ki Duaa Maangta Tha...
Aisa Vo Kai Saalo Se Kar Rha Tha :D
.
.
One Day Ek Farishta Aaya Uske Pass
Or Bola
.
Bhagwaan Ke Liye Bhaii.
Pahle Tu Shadi To Kar.
मार्केट में घूमते हुए संता एक खूबसूरत लड़की से टकरा गया।
संता- क्या मैं आपसे थोड़ी देर बात कर सकता हूं?
लड़की- पर मैं तो आपको जानती भी नहीं हूं !!
संता- तो मैं कौन सा आपको जानता हूं, वो मेरी बीवी प्रीतो कहीं खो गई है।
लड़की- तो इसमें मैं क्या कर सकती हूं?
संता- दरअसल, जब भी मैं किसी सुंदर लड़की से बात करता हूं तो वो पता नहीं कहां से आ जाती है।
Santa In Coffee Shop With Wife..!
Santa: Jaldi Pi, Coffee Thandi
Ho Jayegi..
Wife: Ki Fark Painda Hai.?
Santa: Bewakuf Rate List Dekh..!
Hot Coffee = Rs 15
Cold Coffee = Rs 45
Santa Banta Aur Pappu Picnic ParGaye
Wahan Ja Kar Yaad Aaya Ke Pepsi To Ghar Bhool Gaye, .
Decide Kiya Ke Pappu Ja Kar Pepsi Le Aaye, .
Pappu:- Main Is Shart Par JaungaKi Tum Mere Aane Tak Samose Nhi Khaoge... .
Dono Ne Kaha Theek Hai,
1 Din Guzar Gaya Pappu Nhi Aaya,2 Din GuzarGaye 2no Ne Socha KeAb Samose Kha Lene Chahiye, Dono Ne Jaise Hi Samosa Uthaya...
Pappu Ped Ke Peche Se Nikal Ke Bola... .
Aise Karoge To Main Nhi Jaonga..
santa apne father k samne cigrate pi raha tha
Logon ne kaha ke aap apne father ke samne cigratte pi rahay ho?
Santa bola: Wo mera father hai, koi petrol pump thodi.