Santa to Banta - tumko kisi se pyar hua hai ?
Banta - haa yaar par vo manti hi nahi,
Kyu kya kaheti he, Kaheti hai "I love u 2"
Pata nahi sala ye dusra kon hai
संता (बंता से)- आज टीवी पर 30 फीट का सांप दिखाने वाले हैं।
बंता (संता से)- अच्छा! पर मैं नहीं देख सकूंगा।
संता- क्यों?
बंता- मेरा टीवी सिर्फ 21 इंच का ही है!
Santa pe bijli ki taar gir gayi:
Santa tadap tadap ke mrne hi wala tha.
ki
Use yaad aaya..
bijli to 2 din se bnd hai,
wapas uth gaya or bola:
Sala! dara diya..!!
Santa to Banta :-
Agr tu bata de ki meri Tokri me kya h. toh
tokri k aadhe Ande tere..Aur ye bhi bata de ki
Ande Kitne h...
.
to 10 k 10 tere.... Aur
.
agar ye Bhi bata de ki Ande Kiske h...
.
to Murgi bhi teri....
.
Banta :- Abey koi HINT TO De
Lo karlo bat
Sir-"Samundar Mein Nimbu ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?"
Santa-"Chidiya Bankar."
Sir-"Aadmi ko Chidiya Tera Baap banayega!"
Santa-"Samundar Mein Ped Aapka baap lagayega!"
Daku Bank Lutne Gaye.. Gun Ghar Me He Bhul Gaye Fir Bhi Bank Lut Lia Kaise? Bank Manager Santa Tha, Bola: Koi Baat Nai I Trust U, Gun Muje Kal Dikha Dena.
Santa & banta sending sms 2 their gfs. Santa:mai tere mobile se apni gf ko sms bheju dekhte hain kya kahti hai? Banta: No, agar usne handwriting pehchan li to...?
santa:-yaar mera kutta kho gaya hai. Main kya karu?
Banta:abe tu paper me kyo nahi de deta ki tera kutta kho gaya.
Santa: chup kar sale mera kutta pada likha nahi hai.
EK DIN SANTA RU RAHA THA
BANTA: KYU RU RAHE HO BHAI
SANTA: HATI MAR GAYA BHAI
BANTA :KYG PHALTU HATI THA
BANTA: NAHI BHAI USKA KABAR KHUDANE JA KAM MERE KO MELA HAI
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!