santa: santa doctor k pas blood test k liye gya aur zor se rone laga .
banta: kya hua kyon ro raha hai?
santa: blood tst k liye doc ne ungli kati.
banta: banta bhi bade zooro se rone laga.
santa: santa ne pucha kyon ro raha hai?
banta: mai urin tst k liye aaya hoon.
santa aur banta k bich mai fight ho rahi thi
banta:- saale mai tere kapde phaad k tujhe naanga kar doonga
santa:- dekh serious ladai mai romantic baat mat kar
Santa Khudkushi par speech de raha
tha
Khudkushi Paap hai
Zulm hai Gunah hai
Buzdili hai Pagalpan hai
khudkushi krne se behtar hai insan
khud ko
Goli maarle!
Santa Ke Maa Ke Tabyat Khrab
Ho Gye, Wo Apne Maa Ko Lekar
Hospital Gya.
Doctor: Inke Kuch Test Honge,
Santa: Hey! Bhgwan Ab Kya Hoga,
"Mere Maa To Anphad Ha"
Santa Ne Cafe Mein Ek Ladki se I
Love You
Kaha..
.
.
Ladki Ne Zor Se Ek Kheench Ke
Chanta Maara Aur
Boli:
KYAA BOLAA ???
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Santa Rote Hue Bola:
Kamini Tune Jab Suna Hi Nahi
To Chanta Kyo Maara????
Banta chabi se apna kaan khuja raha tha.
Santa use ghur ke dekh raha tha, kuch der baad bola
Arre Banta, agar tu start nahi ho raha hai,to dhakka lagau?
संता: यार तूने तो कहा था कि यहाँ घुटने तक पानी है, लेकिन मैं तो डूबने वाला था?
बंता: बात ये है कि मैं भी यहाँ नया हूँ, मैंने सुबह बतखों को यहाँ तैरते देखा था, उनके तो घुटने तक ही पानी था।
Santa Goes To Buy A Underwear!
On Choosing One He Asks:
How Much For This?
Shopkeeper: Rs 500
Santa: Arey Bhai Daily Wear
Dikhaao.! Party Wear Nahi Chahiye!