SANTA kadhai leke bich raaste khana pakane baitha.
Kadhai khali dekh k logo ne pucha
saNTAJI kya bana rahe ho?
saNTA bola, Sabko bewakoof bana raha hoon.
santa ek kali ladki ko dekh kar hash raha tha...
ladki pass aakar santa se boli
laki:pyare se dara lagta he ya thappd se???
(santa thodi der sochne k baad)
santa:tere
darawane chahere 6e.... :d :p
santa rock
ladki sock
Santa: Shirt Ke Liye Kapde Dikhaiye
Salesman: Plan Mein Dikhau
Santa: Nahi" Helicopter Mein Dikha
Saale
Bandar Ki aulad..
Sardar Hoon To Mazaak Udata Hai
Waris ali*
Santa- agar main nariyal k ped par chad jaau to engineering colleg ki ladkiyan dikh jayengi
Banta- fir hath chod dena to medical college ki
bhi dikh jayengi.
Shikar Karne Ke Liye Jungal Jate Samay Ek Sajjan
Apne Bete Ko Bhi Sath Lete Gaye, Jungal Mein Rasta
Bhul Jane Ke Karan We Raat Tak Bhatkate Rahe Phir
Apne Bete Se Bole- Mein To Rasta Bhul Gaya Hu.
Tu Kyu Bematlab Bhatak Raha H? Ghar Kyu Nahi Chala Jata.
संता के घर एक बिल्ली रहती थी जिससे वह बहुत परेशान था।
एक दिन संता उससे तंग आकर कहीं छोड़कर आ गया पर संता के घर पहुंचने से पहले बिल्ली घर पहुंच गई।
संता दोबारा उसको बाहर छोड़कर आया पर वह फिर से घर पर वापस आ गई।
संता को बहुत गुस्सा आ गया और इस बार उसने बिल्ली को बहुत दूर छोड़ दिया।
फिर थोड़ी देर बाद अपनी बीवी को फोन किया और पूछा कि क्या बिल्ली घर आ गई है।
बीवी- हां, वह पहुंच गई है।
संता- उससे बोल मुझे आकर ले जाए, मैं रास्ता भूल गया हूं।
Santa 2 Banta:
Yeh doctor
log operation karne se pehle
Patient ko behosh kyun karte hen?
Banta:
Kahen patient khud operation karna seekh na le is liye……
~.~ santa banta short jokes ~.~
santa:aaj meri bakri ne pehla anda diya hai!
banta:bakri kaise anda de sakti hai?
santa:Arre yaar maine apni murgi ka naam bakri rakha hai
Ek bhikhari road pe chilla rha tha- alah ke nam par ek rupaya de de.
Santa 100ka note dikhate huye bola 50rupya hai kya?
Bikhari excited ho ke- ha hai.
Santa to pahle use kharch kar na
Santa : Mai to Duvidha me Fanss Gaya hu..
Banta: Wo Kaise?
Santa: Yaar Biwi Ke Makeup Ka Kharcha Bardast Nahi Hota, aur Makeup K Bina Biwi Bardast nhi Hoti!....