• Categories
  • Santa Banta Jokes   1306
  • Santa- Log Kehte Hai Ki Mohabbt Zindgi Hoti Hai, Maut Nahi Magar Wo Kya Jane Ki Dhoka Bhi Zindgi Deti Hai Maut Nahi . Aaj santa Serious hai.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • SNTA-Aisi Chiz Ka Nam Bta Jo Laal Ho Aur Trin Trin Krti Ho BNTA-Telephone Santa-Galat Banta-To Fir Santa-TAMATAR,Trin Trin To Confuse Krne K Lie Bola tha
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Ek Baar Santa Church Gaya.. . . . Achanak Light Chali Gayi Aur Andhera Ho Gaya... Tabhi Church Ka Ghanta Baja "TONNN" . . . . Santa Chillaya: Ohh Teri UNDERTAKER Aa Gaya:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Sharab Pikar Sadhu Se Takra Gya Sadhu Gusse Me- Aye Murkh Me Tujhe SHRAAP Deta Hu Santa-Rukiye Maharaj Me Glas Leke Ata hu.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Fauji : Maidam Yaha Tairna Mana H.
    Babli: Jab Mein Kapde Utar Rahi Thi Tab Mana Ku Nahi Kiya.
    Fauji : Kapde Nikalna Mana Nahi H.

    :grinning::grinning::grinning::grinning:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Banta Cigratte pe 2 metre pipe laga kr pe raha tha. Santa : Tu pipe laga kar cig Q pe raha hai Banta : Doctor ne kaha, Cig-Bidi se dur rehna.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • संता साइकिल पर बाजार जा रहा था।रास्ते में उसने एक लड़की को टक्कर मार दी। लड़की चिल्लाई – घण्टी नहीं मार सकता था क्या ……. ? संता रुआंसा होकर बोला – पूरी साइकिल तो मार दी, अब घण्टी क्या अलग से मारूं ….?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Nurse to patient with bleeding head: Your name? Patient: Santa. Nurse: Birthdate? Patient : 01 Feb Nurse : Married? Patient : No, car accident
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Teacher : Agr Koi Moti Ladki Palat K Waapis Aye Toh Is Sentence Ko English Me Kiya Kahenge ? . . . . . . . Santa : GOL MALL RETURNS.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:-Ek Bus Ke Piche Teji Se Baag Raha Tha Aakhir Mein Usne Bus Pakad Hi Li. Vo Driver Ke Pass Gaya Or Usko Bola – “Ye Bus Teri Ma Lagti Hai?” Driver Bola: “Nahi” Santa: “Behan Lagdi Hai?” Driver: “Nahi” Santa: “ Biwi?” Driver: “Nahi” Santa: “To Saale Fir Chadne Kyu Nahi Deta.“
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • History ke teacher ne puchha-Kalidas ka 1 Bhai jute banata tha, Uska naam kya tha? SANTA ne socha Bahut socha phir jawab diya- . Addidas.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ka Baap UK se aaya.. Baap- Teri MAA Kahan he ?? . . . . Santa- Padosi ke Saaat Bhag Gayi...!! . . . . Baap- Tune Mujhe batayaa kyu nahi ?? . . . . Santa - Socha Surprise dunga...........lolllz like or kar do dosto
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • SANTA- Aaj Pitaji Ne Meri Zordar Pitai kar di BANTA: Kyu? SANTA: Maine to Sirf itna Pucha tha ki "KAMINEY..Film dekhne Chal rahe ho Kya..?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ne cafe mein ek ladki se I Love you kaha Ladki ne chanta mara aur boli: Kya bola? To Santa rote hue bola: Jab suna nahi tune to chanta kyu mara?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Yaar ye bata is duniya me kitne desh hai Banta: Are pagal is duniya me ek hi to desh hai Jiska naam india hai baki to sab videsh hai.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ne bank loan pe 1 car li, Loan nahi chuka paya to bank wale car utha kar le gaye, . . Udas santa- . . . . . . . . . . pehle pata hota to shadi bhi loan leke karta...!!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Teacher:What is the diffirence between pyar & shaadi? Santa:very simple sir,pyar insaan ko andha bana deta hai aur shaadi insaan ki ankhen khol deti hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Pahle To Tu Mujhe Papa Bolti Thi! Ab Achanak Dad Kyo Bolne Lagi, Sony: Papa Bolne Se Meri Lipistik Kharab Ho Jati Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes