• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Khud ko muj se “JUDA” kia usne,
    Jo na karna tha wo kia usne.
    Yaad karne se b na “YAAD” aon,
    Aisa muj ko “BHULA” dia usne.
    Main to bus waqt ki “ZRORAT” hon,
    Muj ko akhir bata dia usne.
    Apne hathon se khud hi likh k muje “JAAN”,
    “Jane phir Q” “MITA” diya usne....
  • 10 years ago



    Tags :
  • Main Uska Hoon,
    Woh Is Ehsaas Se Inkar Karti Hai,

    Bhari Mehfil Mein Bhi,
    Ruswa Mujhe Har Bar Karti Hai,

    Yakeen Hai Sari Duniya Ko,
    Khafa Hai Mujhse Woh,

    Lekin Mujhe Maloom Hai,
    Phir Bhi Mujhi Se Pyaar Karti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamein Bataya Tha Usne Ek Baar,
    Ki Use Bas Ujaale Hi Bhate Hain,

    Kahi Darna Jaaye Woh Andhere Mein,
    Isiliye Unki Raaho Mein Dil Ko Jalate Hain,

    Dil Ki Dhadkan Se Dar Lagta Hai,
    Chudi Ki Khanak Ab Dushman Hai Meri,

    Jis Chahat Ka Dawa Karti Ho,
    Woh Chahat Hi Ab Dushman Hai Meri…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
    Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
    kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
    hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • :point_right: शौक नही हैं मुझे :crown: मशहुर होने का पर कया करु, लोग :smirk: Personality देखते ही पहचान जाते है कि ये कोई बिगड़ा हुआ Sehzaada :sunglasses: हैं.
  • 9 years ago



    Tags : Whatsapp Attitude Status
  • Parakhte Rahe Wo Hume Sari Zndgi
    Aur
    Hum Imtehaan Dete Rahe..
    Mazaa Aa Raha Tha Unhe Hamari Ansuoo Ki Baarish Me
    Aur
    Hum Bhi Unke Liye Bina Ruke Roote Rahe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Choti c baat pr koi sikwa n karna koi bhul ho jaye to maf karna naraj tab hona jab ham dosti todenge, qki aisa tab hoga jab ham duniya chhodenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Khokar Paane Ka Maza Aur He,
    Roke Muskrane Ka Maza Aur He,
    Haar to Zindgi Ka Hissa He Mere Dost,
    Harne K bad jeetne Ka Maza Aur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Selfishness is not living as one wishes to live; it is asking others to live as one wishes to live. And unselfishness is letting other people's lives alone, not interfering with them. Selfishness always aims at uniformity of type. Unselfishness recognizes infinite variety of type as a delightful thing, accepts it, acquiesces in it, enjoys it.
  • 5 years ago



    Tags : Oscar Wilde Quotes , Selfish Quotes , People Quotes
  • Dil Me Tumhare Apni Kami
    Chod Jayenge, Aankho Me
    Intizaar Ke Lakir Chod
    Jayenge, Yaad Rkhna Dhundte
    Rehoge Humea, Pyar Ke Aise
    Kahani Chhod Jayenge..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Kya Hai Kabhi
    Bhi Ho Jaati Hai, Har Kisi
    Ki Ankhon Mein Bas Nami Si
    Chod Jaati Hai, Humne Ki
    Mohabbat To Haal Hua Aisa,
    Taaron Ke Beech Ek Shaam
    Gujarta Ho Jaise.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS