Khwab Jo Dekhey Hain Hamney
Pyare Pariwar K
Aao Mil Kr Aur Sajaaye
Daaman Pariwar K
Sab Sey Aage Badhte Jaayen
Ham Sab Ka Tho Hai Yej Janoon
Sachayi Sey Badhey Sabi
Aur Kre Naam Pariwar Ka
Pyaar Kre 1 Dusre Sey Sabhi
Or Nafrat Ki Deeware Ham Sab Tod Dey
Saath Badhey Or Khoob Kre Roshan
Naam Pariwaar Ka
Laugh at your mistakes,
but learn from them.
Joke over your troubles,
but gather strength from them.
Have fun with your difficulties,
but overcome them.
Good Day!
Whenever You Miss Me Don’t
Look For Me In Your Dream..
Don’t Try To Hear My Voice
In Your Mobile.. Just Put
Your Right Hand In Your
Heart And You Will Feel Me
In Your Heart Beats..
Kuch Patthar Me Bhi Phool
Khil Jate Hain. kuch Anjaane
Bhi Apne Ban Jate Hain, is
Katil Duniya Me Kuch Lasho
Ko Kafan Bhi Naseeb Nahi Hote,
Aur Kuch Lasho Pe Tajmahel
Ban Jate Hain..
Jigar jala deta hai ye ishq
Ghum barha deta hai ye ishq
Kabhi kabhi aisa bhi hota hai
Pagal bana deta hai ye ishq
Bikher jaty hain sehra mein taza phool
Umeedain mita deta hai ye ishq
Ujarr jaty hain aabad gharanay
Aisa barbaad karta hai ye ishq
Ik awaara mizaaj ko bhi
Qaidi bana deta hai ye ishq
Jis ne kiya wohi janta hai ‘Gul’
Kia se kia bana deta hai ye ishq
Unki tasveero ko seene se laga lete hai
is tarah judaai ka gam mita lete hai,
kisi tarah kabhi jikar ho jaye unka,
has kar bheegi palke jhuka lete hain…
Hamesha RAB se wo mango jo Aapki kismat me hai,
Wo nahi jo Aap chahte ho,
Kyuki ho sakta hai Aapki khwahish kam ho,
Magar Aapki kismat me zyada likha ho