Exam ka examiner bahut strict tha
aur paper hard tha cheating nahi karne de raha tha.
1st bencher ne chit likh kar examiner ko di.
Examiner chup chap ja ke apni chair pe beth gaya.
2nd bencher pehle se:- yaar tune kya
likha?
1st bencher ne kaha -
SIR Peechhe se aapki pant phati hui hai....!!!
Book khulti hai,exam ka sama hota hai,Aise mausam me hi to dimag tabah hota hai.Book ki bate dimagtak nahi aatiye fasana to marksheet se bayan hota hai
Uski Nazar Meri Taraf Thi
Meri Nazr Uski Tarf Thi
Vo Mugh Se Kuch Kehna
Chahti Thi
Main Us Se Kuch Puchna
Chahta Tha
Dono Ise Uljan Mein
Bethe Rahe Aur Exam
Over Ho Gaya
Bhgwan ka diya sab kuch h..
Books h
.
Notes h
.
Time h
.
Mauka h
.
or hausla to itna h ki jb chahu padh sakta hu..
bs 1 hi bat ki kami h..
.
.
.
.
.
.
Mood;-)
Rules for exams: har sawaal se datkar larna, fekne mein
kami na karna, mauka mile to aage peeche bhi dekhna aur ek baat yaad rakhna aage wale ka paper apna hi samajhna
Education related songs:
SCHOOL- Apni to paatshala masti ki pathshala
TUTION- Idhar chala mai udhar chala
...
MATHS- Ajeeb dastan hai yeh
SCIENCE- Aa khusi se kudkushi karle
GEOGRAPHY- Musafir hoon main yaaro
ECONOMICS-Kyu paisa paisa karti hai,paise pe kyu tu marti hai
EXAM- Zehrelein raatey ninde udd jati hai
RESULT- Jiya dharak dharak
PASS- Aaj mai upar asman niche
FAIL- Jag suna suna lage
1 tree katne se 2000 exam ans.sheet banti h.
agar hum sab students milkar exam na dene ka
faisla kare to socho kitne ped bacha sakte hai.
aakhir hum hi to desh ka future hai.is msg ko
har student k sath share karo,,'
exam hatao'tree bachao..."