aye khud tu ek khudi or karde..
o bhut khus hai mera daman chod ke
unka daman khusiyo se bahar de.
ab to diddar ko bhi unke tars jati hai aakhe.
mere khuda es jindagi se mujhe rihaa kr de
Aey mohabbat tere
anjam pe aaj rona aaya
Jaane kyun aaj tere naam
pe rona aaya,
Yu to har sham umeedo
main guzar jati thi
Aaj kuch baat hai jo
sham pe ronaa aya,
Kabhi takdeer ka matam
kabhi duniya ka gila
Jab ho zikar zamane main
muhabbat ka
Mujh ko apne pagal DIL-e-
nadan par rona aaya...
Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…
Pyaar Ke Ujale Mein Gum Ka
Andhera Kyun Hai,
Jisko Hum Chahe Wahi Rulata
Kyun hai,
Mere Rabba Agar Wo Mera
Nasib Nahi To, Aise Logon Se Humein Milata Kyun
Hai..
Palkon Ke Shiva Ab Kanhi Baste Nahi....
Raat Dholna ke Baad Bhi Jate Nahi....
Dholti hue Suraj Ko Dekhna K shiva Bacha Hi Kya Mere Iss Jevan Mai....
Raat ke Shiva Ab Tere YAad ate Hi Nahi....
Aye Mohobbat Tu Meri Mohobbat Ka Khyal
Rakhna,,
Main Rahu Na Rahu Tu Use Sambhal Rakhna,
Bahut Nadan Hai Wo Meri Jaan -Ae - Wafa,
Tu Uski Hasi Ko Hamesa Bar-karar Rakhna,
Naa Gire Aansu Ki Ek Bund Bhi Uski Aankho Se,
Tu Motiyo Ki Tarah Uske Aansu Ko Sambhal
Rakhna,
Jab Bhi Wo Roye Meri Yaad Me To Use Itna
Kehna,
Ki Main Laut Aaunga Bas Mujpe Thora Aitbaar
Rakhna,
Aur Jab Tak Main Laut Naa Aau Tab Tak Aye
Mahobbat,
Tu Meri Mahobbat Ka Khyal Rakhna.
Koh
Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai, Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai.
Mohabbat na hoti to gazal kon likhta??
Kichad ke ful ko kamal kon kehta??
Ye mohabbt to kudrat ka karishma hei....
Varna ek"lash"ki kabar ko "tajmahal"kon kehta??
Maut mangte he to
Zindgi khata ho jati he,
Zahar lete he to wo bhi dawa ho jati he,
Tu hi bata aye mere dost kiya karun,
Jisko bhi chahte he wo Bewafa ho jati he...
Hum Unse Khafa Bhi Na Ho
Sake.. Wo Hum Par Fida Bhi
Na Ho Sake.. Nadi Ke Do
Kinaaro Sa Tha Hamara Rishta..
Hum Mil Bhi Na Sake Aur
Juda Bhi Na Ho Sake..
Ek pakeeza mohbbat k talabgar hai hum
Azma k dekhlo boht wafadar hai hum
Humne b daman me khushiyo ko sametna chaha
Shayad ise khwahish k gunah gar hai hum,
haste hai log mujpe ,woh dard kya jane bewafai ka..
Ak pal jine se dar lgta hai,aur dard deta hai ye pal uske judai ka..
Agar sambhal gya dil to kisi ko itna na chahnge ,ki chahna sza ban jay meri dil lgaie ka...
Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai
Her lamha gujar jaata hai jab koi apna begana nazar aata hai,
.
Yu to awaz aati hai, her shishe ke tutne se,
.
Per kabhi bin awaz ke bhi sub kuchh tut jaata hai.
In phoolo me ab to mehek hi nahi hai,
In raaho ki ab koi manzil hi nahi hai,
Kar leta mai mom agar koi patthar dil hota to,
Par yaha to kisi me insani dil hi nahi hai…
"Dil me Dhadkan or Ankhon Me Ansu Thum Jate Hai,
Jab Kabhi Hum Apke Is Asiyane
Me Atey Hai
,Thaam To Lete Hai Palko Ki Kapkapahat Do Ghadi, Par In Ansuo Ka Kya Kare Jo Pal Me Bikhar Jate hai"