• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Jinko Chaha Hai Humne Tutke Pagal Ki Tarah, Unke Aankho Me Koi Aur Hai Kajal Ki Tarah, Tujhko Fursat Hai To Fir Se Hasa De Mujhko, U To Rona Hai Mukaddar Me Badal Ki Tarah.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chale Jayenge Magar Yaaden Suhani Chhod Jayenge, Aapke Dil Me Apni Nishani Chhod Jayenge. Kabhi Royouge To Kabhi Muskuraoge, Hum Dosti Ko Vo Kahani Chhod Jayeng.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jindgi ne kai halaat badl diye, wakt ne mere halat badal diye, itne bure nhi the ham yaron, na jane kyon logon ne apne khyalat badal diye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aap se dur ho kar hum jayenge kaha, Aap jaisa dost hum payenge kaha, Dil ko kaise bhi sambal lenge, Par ankhon ke aansu hum chupayege kaha..ii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana", , , "Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana", , ,"Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal", , , "Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana". .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hamare samne mahefil me aye baithe hai apne hatho me hamara dil dabaye baithe hai jab hamne pucha kya hai hato me to bahana bana diya ke mahendi lagaye baithe hai . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Insan do wajah se bilkul badal jata hai...!! . . . Ek Jab Koi bht khaas us ki zindgi me aa jaye... . . . Aur jab Koi bht khaas us ki zindgi se chala jaye... :(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil K Kareeb Aa K Vo Jab Door Ho Gaye Saray Haseen khwab Mere Choor Ho Gaye Hum ne Vafa Nibhayi To Badnamiyan MileeN Jo Log Bewafa Thay Vo Mashoor Ho Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jite the kabhi hum bhi saan se. Mahak uthi thi fiza kisi ke naam se. Par gujre hai kuch aise mukaam se. Ki nafrat si ho gyi hai mohabbat ke naam se $RAAJ$
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tujhe Kya Mila Aye Bewafa Mujhe Khaak Me Mila Kar.. Hamare Armaan Saare Apne Thokaron Me Uda Kar.. Khuda Se Darr Zaalim Na Pyar Ko Badnaam Kar.. Ghar Tera Bhi Jalega Mera Ghar Jala Kar..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Raat ke pursakoon lamhoon mein Jab kabhi teri yaad ati hai Us ghardi Khuda-e-barter se Teri Khushioon ki bheek mangta hoon Mein dua goo hoon tere saray ghum Meri kismat mein saray aa jaien Mere hisay ki mumkana Khushiyan Tere hisay mein sari aa jaien.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kahan se laun hunar use manane ka, koi jawab nahi tha uske rooth jane ka, mohabbat mein saza mujhe hi milni thi, kyuki jurm maine kiya us se dil lagane ka...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • दर्द दे कर इश्क़ ने हमे रुला दिया, जिस पर मरते थे उसने ही हमे भुला दिया, हम तो उनकी यादों में ही जी लेते थे, मगर उन्होने तो यादों में ही ज़हेर मिला दिया
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sapna Ek Lekin Mushkile Hazar Hain, Tanhayi Aur Gum To Mere Bachpan Ke Yaar Hain, Ab To Yeh Dil Maut Ke Liye Bhi Taiyaar Hai, Kyunki Is Zindagi Me Hume Sirf Bewafao Se Pyaar Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • HUM RAAH ME KHDI IMAART KO MAZIL SAMJH BAITHE . Chamak TE HUYE PATTHAR KO SONA SAMAJH BAITHE .. Wo to IS DIL KE RISHTE KO SAMAJH hi NA PAYE..AUR HUM USE KHUDA SAMAJH BAITHE ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS