• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • hatho me rachne bali mehdi ab balo me rachae jati hai dil se pyer karne bale ab bewafae karte hai rote hai wo bhi jo apno se nhi dosro ko apna kehte the . . . pyer @ bewafa
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teray chehray ki shafaq subha, saba choomti thi Teri raato’n ki sayah zulf ghata choomti thi Teri saanso’n se churaai thi gulabo’n ne mehek Thi sitaro’n se siwa teri in aankho’n ki chamak Meray ae sheher-e-Muhabbat Kabhi aabaad tha tu Tu ne ik zod faramosh ko apna jana Such samajh baithy thy sapnay ko na sapna jana Ab tou kuch bhi nahi baaqi Naa wo mein hoon na wo tu mery ae sheher-e-Muhabbat Kabhi aabad tha tu. . !
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar Tujhe Chaahna Meri Bhool Thi. Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi. Wo Gali Gali Wo Shehar Shehar Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi. Mere Gam Ki Koi Dawa Nahi Mujhe Tujhe Koi Gila Nahi. Mera Koi Tere Siva Nahi Yahi Sochna Meri Bhool Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbad Kar Gyi Zindgi Wo Mohbat Ke Naam Pe, Bewafai MiL Gyi Wafa Ke Naam Pe, Jab Zaher De Gyi Wo Dawa Ke Naam Pe, Tab Khuda Bhi Ro Pada Mohbat Ke Naam Pe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Agar koi achha sa msg ho to use jaldi se . . . . . Paper par likh kar almari me band kar do Kahin galti se SEND na ho jaye KANJUS.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Log Peete Hai Gum Ko Bhulane Ke Liye, Lekin Peene Se Dil Ki Aag Nahi Bujhti, Hum Peete Hai Aapko Yaad Karne Ke Liye, Q Ki Nashe Me Aap Bewafa Nahi Lagti...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तुम इठलाते हो अपनी बेवफाई पर मुझे नाज है अपने प्यार करने के अंदाज पर………… तुमने सबकुछ पाकर खुद को खो दिया हमने सबकुछ खोकर पा लिया खुद को
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek dost bola tu shadi kis se karega? Mein ne kaha mein shadi shuda hon. … Kehne laga kon hai tera jeewan sathi? … Mein ne kaha yadain hain kisi ki. Kehne laga kis ne parhaya tha tera Nikah? Mein ne kaha mustaqbil ke khwabon ne. Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi? Mein bolne hi wala tha k aankhon se aansu chalak paray…. Wo bola usay chhor kyun nahi deta? Mein ne kaha HAQ-MEHAR mein apni Zindgi likhi hoi hai!…?.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch Aansu, Kuch Khushiyan De Kar Taal Gaya; Jeevan Ka Ek Aur Sunehraa Saal Gaya; Kon Jaane Ke Kal Ka Samaa Kaisa Ho Ga; Ab Tak To Kal Sa Hi Hai Sab Haal Gaya!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch khabar nahi humko apna ya paray hai..dhondhne ye dil jisko is gali me aaya hai.. Hum duayein dete hain tumko fir bhi jane ja ...fir bhi toone is dil ko bepanah sataya hai,....?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu kya jane kya hai tanhai, is tute hue Dil se puch kya hai judai, Bewfai ka ilzam na de zalim, is waqt se puch kis waqt teri yaad nahi aai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har sapna khushi pane se pura nahi hota, Koi kisi k bina adhora nahi hota. Jo chand roshan karta hai rat bhar sab ko, Har raat woh bhi to poora nahi hota Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se, Kuch Na Mila Uske Liye Ansoo Bahaane Se, Wo Jante Thay Wajah Mere Ki Firbi Baaz Na Aaye Mujhko Aazmane Se!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Tarah Toot Chuke Hai K . Choone Se Bikhar Jayenge . Ab Dua Bhi Doge To Hum Mar Jayenge . Hum To Musafir Hai Aap Ki Kashti Ke . Jaha Kahoge Waha Utar Jayenge..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khayalo me wahi sapno me wahi, Lekin unki yaado me hum the hi nahi, Hum jaagte rahe duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Yaado Ki Jhalak Aaj Bhi Hai, Unki Sanso Ki Mehak Aaj Bhi Hai, Kaise Bataun Us Bewafa Ko, Ki Ye DiL Unke Bina Udaas Aaj Bhi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS