Kyu Karte Hain Hum Unse Pyar..
Ye Hum Nahi Jaante..
Kaise Guzregi Zndgi Unke Begair..
Ye Hum Nahi Jaante..
Karte Hain Wo Bhi Bahut Humse Pyar..
Par
Duri Bani Hai Hum Dono Ke Beech Deewar..
Rab Hume Milaayega Ya Judaai Dega..
Ye Hum Nahi Jaante..!
Koi khusiyon ki chah me roya
Koi dukho ki panah me roya.
.
.
.
.
.
Ajeeb silsila hai dunia ka
.
.
.
.
Koi bharoshe ke liye roya
Koi bharosha kar ke roya.
Jholi faila ke manga tha use khuda se par khuda ne meri fariyaad suna hi nhi,
Jb bhi puchi maine wajah,
To usne kaha q chaha use jo tere liye bana hi nhi.
Sayed Wo Apnay Dil Ko Jhoti Tasali Dete Hain
Kah
Muhabat Ko Roak Lain Gay
Sab Jantay To Hain
Kah
Muhabat Nahi Ruk Sakti
Zinda Jalanay Say
Pahray Laganay Say
Khanjer Chalanay Say
Deewaron Main Chunwanay Say
Dunia Say Mitanay Say
Haan Mager
Ruk Bhi Sakti Thi
Ager
Muhabat Kisi Say Ki Jati
Mager Ye To Bus….
Ho Jati Hai
Chand Banke Tum Meri Gali Aaya Karo
Chupke Chupke Chori Chori Mere Khwab Sajaya Karo
Rajnigandha Banke Tum Raat Me Khil Jaya Karo
Khusbu Apni Meethi Meethi Meri Sanso Me Basaya Karo.
Hame Aapki Jaan Nahin Sirf Aapka Saath Chahiye
.....................
Sachhe Pyaar Ka Sirf Ek Ehsaas Chahiye
..................
Jaan To Ek Pal Me Di Ja Sakti Hai ...................
Par Hame To Aapka Pyaar Aakhri Saans Tak Chahiye.....
Tujhe mohobot korna nahi ata....
Mujhe mohabbat k shiva kuch nahi ata....
Zindegi gujarne ke do hi tarikhe hai....
Ek tujhe nahi ata.....
Ek mujhe nahi ata.....
"तू ही बता दे सिवा तेरे हम किधर जायें,
तू दे दे साथ जो मेरा तो हम संवर जायें..!
तुझे देखे बिना करार नही नजरों को,
तुझे ही ढूढ़ती हर पल जहाँ नजर जायें..!
मुझे दे दे ये इजाजत तुझी को देखें हम,
मेरी नजरें जो छुएं हुस्न ये निखर जाये..!
हमे पता है के हम बस तुम्ही पे मरते हैं,
फिर भी ये लगता है के आज फिर से मर जायें..!
हर एक राह भूली swee2 जब से देखा तुम्हे,
तुम्ही बता दो के ऐसे में कैसे घर जायें..!!
Zehar Ho Ya Dawa Tere Siwa Kuch Bhi Nahi,
Zindagi Jan-E-Wafa Tere Siwa Kuch Bhi Nahi,
Umar Ke Saare Mousam Naam Tere Kar Diye,
Dekh Le Dil Mein Ab Tere Siwa Kuch Bhi Nahi.
Ye khuda aaj nazaro ko kuch aisa dikha de,
Jaha dekhu bas vahi dikhai de,
Kash aisi meharbaniya ho jaye aaj hawa me,
Ki usko pukaru aur sirf usko sunaide…!!
Ek muddat se hai chhupaye ashq palko mein Dil gham se hain bhara par roye nehin koi nahi jo puchhe ek baar humse..”jaan jaag rahe ho kis ke liye? abhi tak soye nehin?” Kaise kahoon....