• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Yaad aaye toh aankhe bandh na karna, Hum chale bhi jaye toh ghum na karna, Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho, Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • chahat hi meri zindgi ka dastoor ho, zazbate bhi ek khuasoorat hoor ho. ishq to hum kare par koi noor ho. mannat to mange uske lautne ki par koi door ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saath Agar Doge Muskrayenge Zarur, Pyar Agar Dil Se Karoge To Nibhayenge Zarur, Raah Me Kitne Kante Q Na Ho, Awaz Agar Dil Se Doge To Aayenge Zarur.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye yaad hai apki ya yadon mein ap ho? Ye kwab hai apke ya kwabon mein ap ho? Hum nahi jante bas itna bata do Hum jaan hai apki ya jaan hamari ap ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohoboot Dil Ka Taaj Hota Hai. Kuch Log Mohobot Karke Vi Rota Hai, Meri Mano, Ea Mohobat Kuch Hota Hi Nehi Hai,. Lakin. Kisine Bola, Aankh Or Dil Ka, Milan Hi Mohobot Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aksar jab hum unko yaad kartey hain, Apne rub se yahi fariyaad kartey hain, Umar hamari bhi lag jaye unko, Kyuki hm unko khudse jyada pyar krte h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sabke Hatho Mein Kuch Lakir Hai Ban-ti Jinse Sabki Taqdir Hai Dua Hai Aapke Hatho Mein Lakir Kuch Khas Ho Or Duniya Ki Sari Khushiyan Aapke Paas Hon
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fizao Ka Mausam Jaane Ke Baad Baharo Ka Mausam Aaya, Gulab Se Gulab Ka Rang Tere Gaalon Par Aaya, Tere Naino Ne Kaali Ghata Ka Jab Kajal Lagaya, Jawani Jo Tum Par Aayi To Nasha Meri Aankhon Mein Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • होती नहीं है मोहब्बत सूरत से, मोहब्बत तो दिल से होती है, सूरत उनकी खुद-ब-खुद लगती है प्यारी, कदर जिनकी दिल में होती है...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay qareeb ho. Na miltay ho na SMS kertay ho. kia tum Sudama say bhi ziyadah gharib ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabi Dekha Hai Usko Nazar Bhar Ke Rubaru Hote Hi Palken Jhuk Jati Hai Keh Do Unse Guzre Na Hamari Dil Ki Galiyon Se Unke Kadmo Ki Aahat Se Meri Dharkane Rook Jati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhe dekha to rukha mausam suhana bann gaya, Haath thaam liya tumne mera aur ek fasana bann gaya, Furkat mein tumhe yaad kiya to geet suhana bann gaya, Dekho ae nazneena sab ki tarah main bhi tera deewana bann gaya!! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhse Door Ab Hum Jaa Nahi Sakte, Tujhse Pyar Kitna Hai Ye Hum Bataa Nahi Sakte, Humhe Maloom Hai Ye Zindagi Chaar Din Ki Hai Lekin, Tere Bina Ye Chaar Din Hum Bita Nahi Sakte!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Galatiyon Se Juda Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi, Dono Insaan hain,Khuda Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi !! Tu Mujhe Aur Main Tujhe Ilzaam Dete Hain Magar, Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Ne Logo Ko DiL Se Milaya, Har Kisi Ke Liye Kisi Ko Banaya, Lekin Rishta Usi Ka Ban Paya, Jisne Har Rishto Ko DiL Se Nibhaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Yeh Nahi Kehte Ke, Hume Mohabbat Nahi Mili, Jise Chahte The, Voh Ulfat Nahi Mili. Milne Ko Jindagi Mein Kayi Humsafar Mile, Par Unki Tabiat Se Tabiat Nahi Mili. Chehron Mein Dusro Ke, Use Dhoondte Rahe Kahi Na Surat Mili, Na Sirat Mili.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आपको पता है प्रेम अंधा क्यों होता है, क्योंकी आपकी माता ने, आपका चेहरा देखने से पहले ही, आपसे प्रेम करना शुरू किया था…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar Se Nazar Ki Mulakaat Dekhi Hai, Pyar Me Hote Hue Teeron Ki Barsaat Dekhi Hai, Yu To Lakho Dekhe Hain Humne Dil Lagane Wale, Par Teri Chahat Me Humne Baat Koi Khaas Dekhi Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS